रोमेओ नाम मेरा चोरी है काम मेरा
कौन हो तुम कौन हो तुम कौन कौन कौन कौन कौन कौन
romeo नाम मेरा चोरी है काम मेरा
क्या क्या क्या
मैं दिल को चुराऊं मैं प्यार चुराऊं
मैं नींदे चुराऊं मैं चैन चुराऊं
मैं चोरी चोरी पहले नैन मिलाऊं
जो नैन मिले तो मैं नैन चुराऊं
romeo नाम मेरा …
कोई न जाने मेरा फ़साना
लोग ये समझे मैं कोई दीवाना
जो रातों में घूमे जो बिन पिए झूमे
जो तारे गिने जो कली को चूमे
ये कोई न जाने मुझ सा दीवाना
पलट दे दुनिया बदल दे ज़माना
romeo नाम मेरा …
खतरों से खेला हूँ मैं
खतरों में पला हूँ मैं
जान हथेली पे लिए घूम रहा हूँ मैं
जो थमता नहीं है जो रुकता नहीं है
वो आवारा हूँ मैं वो बंजारा हूं मैं
कभी मैं यहां हूँ कभी मैं वहां हूँ
कभी ज़मीं हूँ कभी आसमां हूँ
romeo नाम मेरा …
kaun ho tum kaun ho tum kaun kaun kaun kaun kaun kaun
romeo nām merā chorī hai kām merā
kyā kyā kyā
maiṅ dil ko churāūṅ maiṅ pyār churāūṅ
maiṅ nīṅde churāūṅ maiṅ chain churāūṅ
maiṅ chorī chorī pahle nain milāūṅ
jo nain mile to maiṅ nain churāūṅ
romeo nām merā …
koī na jāne merā fasānā
log ye samjhe maiṅ koī dīvānā
jo rātoṅ meṅ ghūme jo bin pie jhūme
jo tāre gine jo kalī ko chūme
ye koī na jāne mujh sā dīvānā
palaṭ de duniyā badal de zamānā
romeo nām merā …
khatroṅ se khelā hūṇ maiṅ
khatroṅ meṅ palā hūṇ maiṅ
jān hathelī pe lie ghūm rahā hūṇ maiṅ
jo thamtā nahīṅ hai jo ruktā nahīṅ hai
vo āvārā hūṇ maiṅ vo baṅjārā hūṅ maiṅ
kabhī maiṅ yahāṅ hūṇ kabhī maiṅ vahāṅ hūṇ
kabhī zamīṅ hūṇ kabhī āsmāṅ hūṇ
romeo nām merā …