रोका कई बार मैंने दिलकी उमंग को
रोका कई बार मैंने दिलकी उमंग को
क्या करूँ मैं अपनी निगाहों की पसंद को
ओ जान-ए-जां
तू ही मेरे प्यार का जहान है ...
माना तेरे आंचल हाथों से अभी दूर है
बाहों में उठा लूँ ये अरमाँ जरूर है
मानो ना मानो दीवाना बेकसूर है
देखीं तेरी सूरत जो इतने करीब से
घिर गई मैं तो खयालों में अजीब से
दिल पे क्या बीती न पूछो ये गरीब से
rokā kaī bār maiṅne dilkī umaṅg ko
kyā karūṇ maiṅ apnī nigāhoṅ kī pasaṅd ko
o jān-e-jāṅ
tū hī mere pyār kā jahān hai ...
mānā tere āṅchal hāthoṅ se abhī dūr hai
bāhoṅ meṅ uṭhā lūṇ ye armāṇ jarūr hai
māno nā māno dīvānā beksūr hai
dekhīṅ terī sūrat jo itne karīb se
ghir gaī maiṅ to khayāloṅ meṅ ajīb se
dil pe kyā bītī na pūchho ye garīb se