रिमझिम-रिमझिम बरखा बरसे नैन मोरे तरसे
रिमझिम-रिमझिम बरखा बरसे नैन मोरे तरसे
आ जा आ जा घर मोरे पिया
सन-सन हवा डोले घूँघट मोरा खोले लागे न जिया
आशा के द्वार खड़ी-खड़ी
राह तेरी देखूँ घड़ी-घड़ी
तरसाए सावन की झड़ी
तेरे बिन सूना जग साँवरिया
सन-सन हवा डोले …
आओ जी घर मोरे पिया कानों में कुछ समझाऊँ
मन में है बात कुछ ऐसी कहते हुए शरमाऊँ
छोटी सी तस्वीर तोरी फिरती है अँखियों में मेरी
नींद में बोल रही लोरी क्या-क्या मैने सपने सजाए रसिया
सन-सन हवा डोले …
आँचल हवा में उड़ा जाए मुखड़े पे लट लहराए
जैसे नागन बल खाए आजा सुलझा लट साँवरिया
सन-सन हवा डोले …
rimjhim-rimjhim barkhā barse nain more tarse
ā jā ā jā ghar more piyā
san-san havā ḍole ghūṇghaṭ morā khole lāge na jiyā
āśhā ke dvār khaṛī-khaṛī
rāh terī dekhūṇ ghaṛī-ghaṛī
tarsāe sāvan kī jhaṛī
tere bin sūnā jag sāṇvriyā
san-san havā ḍole …
āo jī ghar more piyā kānoṅ meṅ kuchh samjhāūṇ
man meṅ hai bāt kuchh aisī kahte hue śharmāūṇ
chhoṭī sī tasvīr torī phirtī hai aṇkhiyoṅ meṅ merī
nīṅd meṅ bol rahī lorī kyā-kyā maine sapne sajāe rasiyā
san-san havā ḍole …
āṇchal havā meṅ uṛā jāe mukhaṛe pe laṭ lahrāe
jaise nāgan bal khāe ājā suljhā laṭ sāṇvriyā
san-san havā ḍole …