ड़िम झिम रिम झिम रुम झुम रुम झुम्
रिम झिम रिम झिम रुम झुम रुम झुम
भीगी भीगी रुत में तुम हम हम तुम
चलते हैं चलते हैं
बजता है जलतरंग पर के छत पे जब
मोतियों जैसा जल बरसाए
बूँदों की ये झड़ी लाई है वो घड़ी
जिसके लिये हम तरसे, हो हो हो रिम झिम रिम झिम
बादल की चादरें ओढ़े हैं वादियां
सारी दिशायें सोई हैं
सपनों के गाओं में भीगी सी छाँव में
दो आत्माएं खोई हैं
आई हैं देखने झीलों के आइने
बालों को खोले घटाएं
राहें धुआँ धुआँ जाएंगे हम कहाँ
आओ यहीं रह जाएं
rim jhim rim jhim rum jhum rum jhum
bhīgī bhīgī rut meṅ tum ham ham tum
chalte haiṅ chalte haiṅ
bajtā hai jaltaraṅg par ke chhat pe jab
motiyoṅ jaisā jal barsāe
būṇdoṅ kī ye jhaṛī lāī hai vo ghaṛī
jiske liye ham tarse, ho ho ho rim jhim rim jhim
bādal kī chādreṅ oṛhe haiṅ vādiyāṅ
sārī diśhāyeṅ soī haiṅ
sapnoṅ ke gāoṅ meṅ bhīgī sī chhāṇv meṅ
do ātmāeṅ khoī haiṅ
āī haiṅ dekhne jhīloṅ ke āine
bāloṅ ko khole ghaṭāeṅ
rāheṅ dhuāṇ dhuāṇ jāeṅge ham kahāṇ
āo yahīṅ rah jāeṅ