रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात्
(गीता: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात
रफ़ी: याद आये किसी से वो पहली मुलाक़ात ) - 2
(गीता: भीगे तन मन पड़े रस की फुहार
रफ़ी: प्यार का सन्देसा लायी बरखा बहार ) - 2
गीता: मैं ना बोलूँ, मैं ना बोलूँ आँखें करें अँखियों से बात
रफ़ी: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात
(रफ़ी: सुनके मतवाले काले बादलों का शोर
गीता: रूम झूम घूम घूम नाचे मन का मोर ) - 2
रफ़ी: सपनों का साथी चल रहा मेरे साथ
गीता: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात
रफ़ी: याद आये किसी से वो पहली मुलाक़ात
दोनो: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात
(गीता: जब मिलते हो तुम तो छूटें दिल के तार
रफ़ी: मिलने को तुम से मैं क्यों था बेक़रार ) - 2
गीता: रह जाती है, रह जाती है क्यों होठों तक आके दिल की बात
रफ़ी: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात
गीता: याद आये किसी से वो पहली मुलाक़ात
दोनो: रिम झिम के तराने लेके आयी बरसात्!
(gītā: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt
rafī: yād āye kisī se vo pahlī mulāqāt ) - 2
(gītā: bhīge tan man paṛe ras kī phuhār
rafī: pyār kā sandesā lāyī barkhā bahār ) - 2
gītā: maiṅ nā bolūṇ, maiṅ nā bolūṇ āṇkheṅ kareṅ aṇkhiyoṅ se bāt
rafī: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt
(rafī: sunke matvāle kāle bādloṅ kā śhor
gītā: rūm jhūm ghūm ghūm nāche man kā mor ) - 2
rafī: sapnoṅ kā sāthī chal rahā mere sāth
gītā: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt
rafī: yād āye kisī se vo pahlī mulāqāt
dono: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt
(gītā: jab milte ho tum to chhūṭeṅ dil ke tār
rafī: milne ko tum se maiṅ kyoṅ thā beqrār ) - 2
gītā: rah jātī hai, rah jātī hai kyoṅ hoṭhoṅ tak āke dil kī bāt
rafī: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt
gītā: yād āye kisī se vo pahlī mulāqāt
dono: rim jhim ke tarāne leke āyī barsāt!