Rim-jhim ke geet saavan gaae, haay

रिम-झिम के गीत सावन गाए, हाय्
Work
Year
Language

र: रिम-झिम के गीत सावन गाए, हाय
भीगी-भीगी रातों में
ल: होंठों पे बात दिलकी आए, हाय
भीगी-भीगी रातों में

ल: तेरा मेरा पूछे नाता
बड़ी वो ये घटा घंघोर है
चुप हूँ ऐसे में कह दो कैसे
मेरा साजन नहीं तू कोई और है
के तेरा नाम, होंठों पे मेरे, तेरे…
सपने मेरी आँखों में

र: रिम-झिम के गीत सावन गाए, हाय
भीगी-भीगी रातों में

र: मेरा दिल भी है दीवाना
तेरे नैना भी हैं नादान से
कुछ न सोचा, कुछ न देखा
कुछ भी पूछा न इस अंजान से
चल पड़े साथ हम ऐसे, कैसे
बनके साथी, राहों में (?)

र: रिम-झिम के गीत सावन गाए, हाय
भीगी-भीगी रातों में

बड़ी लम्बी जी की बातें
बड़ी छोटी बरखा की रात जी
ल: कहना क्‌या है, सुनना क्‌या है
कहने सुनने की अब क्‌या बात है
र/ल: बिन कहे, बिन सुने दिल ने दिलसे
कर लीं बातें, बातों में

र: रिम-झिम के गीत सावन गाए, हाय
भीगी-भीगी रातों में
ल: होंठों पे , बात दिलकी आए, हाय
भीगी भीगी रातों में…

ra: rim-jhim ke gīt sāvan gāe, hāy
bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ
la: hoṅṭhoṅ pe bāt dilkī āe, hāy
bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ

la: terā merā pūchhe nātā
baṛī vo ye ghaṭā ghaṅghor hai
chup hūṇ aise meṅ kah do kaise
merā sājan nahīṅ tū koī aur hai
ke terā nām, hoṅṭhoṅ pe mere, tere…
sapne merī āṇkhoṅ meṅ

ra: rim-jhim ke gīt sāvan gāe, hāy
bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ

ra: merā dil bhī hai dīvānā
tere nainā bhī haiṅ nādān se
kuchh na sochā, kuchh na dekhā
kuchh bhī pūchhā na is aṅjān se
chal paṛe sāth ham aise, kaise
banke sāthī, rāhoṅ meṅ (?)

ra: rim-jhim ke gīt sāvan gāe, hāy
bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ

baṛī lambī jī kī bāteṅ
baṛī chhoṭī barkhā kī rāt jī
la: kahnā k‌yā hai, sunnā k‌yā hai
kahne sunne kī ab k‌yā bāt hai
ra/la: bin kahe, bin sune dil ne dilse
kar līṅ bāteṅ, bātoṅ meṅ

ra: rim-jhim ke gīt sāvan gāe, hāy
bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ
la: hoṅṭhoṅ pe , bāt dilkī āe, hāy
bhīgī bhīgī rātoṅ meṅ…