रेशमी उजाला है, मखमली अन्धेरा
Aaaaahhh (haaaaa? :)
(रेशमी उजाला है, मखमली अंधेरा
आज की रात, ऐसा कुछ करो ) - 2
हो नहीं, हो नहीं, हो नहीं सवेरा …
(ऐसी तो रात रोज़ नहीं आये, आँखों से कोई रोज़ ना पिलाये
आज तो जाम से हमारे, पी ले, पी ले, पी ले ज़रा … ) - 2: रेशमी उजाला है …
(ऐसा रे शबाब और है कहाँ, मेरी ज़ुल्फ़ों का आशिक़ है जहाँ
देखी ना होगी कहीं तूने, ऐसी, ऐसी, ऐसी अदा … ) - 2
रेशमी उजाला है …
आ मेरे पास सोचता है क्या, आज है मुआफ़ तेरी हर खता
दीवाना तेरे लिये कब से, दिल है, दिल है, दिल है, मेरा, मेरा, मेरा, मेरा … ) - 2
रेशमी उजाला है …
Aaaaahhh (haaaaa? :)
(reśhmī ujālā hai, makhamlī aṅdherā
āj kī rāt, aisā kuchh karo ) - 2
ho nahīṅ, ho nahīṅ, ho nahīṅ saverā …
(aisī to rāt roz nahīṅ āye, āṇkhoṅ se koī roz nā pilāye
āj to jām se hamāre, pī le, pī le, pī le zarā … ) - 2: reśhmī ujālā hai …
(aisā re śhabāb aur hai kahāṇ, merī zulfoṅ kā āśhiq hai jahāṇ
dekhī nā hogī kahīṅ tūne, aisī, aisī, aisī adā … ) - 2
reśhmī ujālā hai …
ā mere pās sochtā hai kyā, āj hai muāf terī har khatā
dīvānā tere liye kab se, dil hai, dil hai, dil hai, merā, merā, merā, merā … ) - 2
reśhmī ujālā hai …