Resham see hain ye ... jaage jaage armaan hain jaage jaage ham

रेशम सी हैं ये ... जागे जागे अरमां हैं जागे जागे हम्
Year
Language

हे हे हे ला ला ला
रेशम सी हैं ये हवाएँ सनम
आओ ज़रा पास आएँ सनम
जागे जागे अरमां हैं जागे जागे हम

हो जाने दो अब फ़ासले कुछ तो कम
जागे जागे अरमां …

अंगड़ाई लेके हवा है चली
तो क्‌यूँ ना खुश्बू बिखेरे कली
हो खुश्बू हवाओं में कैसे भरें
कलियाँ हैं शरमाती हाय क्‌या करें
क्‌या पता है ये क्‌या
शर्म है या सज़ा
क्‌यूँ हैं बेताबियाँ इन्तज़ार इतना
इक पल की भी दूरी तो अब है सितम
जागे जागे अरमां …

चुप रहना चाहा था रह ना सके
फिर भी जो कहना था कह ना सके
ओ तुम मुझसे कुछ भी कहो ना कहो
ऐसे तो खोए हुए ना रहो
अब तो जो हो सो हो
बात दिल की सुनो
कहतीं हैं धड़कनें
कह भी दो कह भी दो
तुम्हारे हैं हम है तुम्हारी कसम
जागे जागे अरमां …

he he he lā lā lā
reśham sī haiṅ ye havāeṇ sanam
āo zarā pās āeṇ sanam
jāge jāge armāṅ haiṅ jāge jāge ham

ho jāne do ab fāsle kuchh to kam
jāge jāge armāṅ …

aṅgaṛāī leke havā hai chalī
to k‌yūṇ nā khuśhbū bikhere kalī
ho khuśhbū havāoṅ meṅ kaise bhareṅ
kaliyāṇ haiṅ śharmātī hāy k‌yā kareṅ
k‌yā patā hai ye k‌yā
śharm hai yā sazā
k‌yūṇ haiṅ betābiyāṇ intazār itnā
ik pal kī bhī dūrī to ab hai sitam
jāge jāge armāṅ …

chup rahnā chāhā thā rah nā sake
phir bhī jo kahnā thā kah nā sake
o tum mujhse kuchh bhī kaho nā kaho
aise to khoe hue nā raho
ab to jo ho so ho
bāt dil kī suno
kahtīṅ haiṅ dhaṛakneṅ
kah bhī do kah bhī do
tumhāre haiṅ ham hai tumhārī kasam
jāge jāge armāṅ …