रेखा की आँखों को देखा ... न मिली कहीं वो हेरोइने
रुम झुम तुम झुम
ता ना ना ना तुम तुम
टिक टिक टिक टिक
रेखा की आँखों को देखा देखी श्रीदेवी की चाल
मस्ती मीनाक्षी की देखी देखे रवीना के गाल
मुस्कान देखी है माधुरी की देखे हैं डिंपल के बाल
न मिली कहीं वो heroine जो इस hero को भा जाए
लाओ कोई परी कहीं से जिसपे इसका दिल आ जाए
न मिली कहीं वो …
काली काली लट घुंघराली आँखें तिरछी तिरछी
तीखी तीखी लगती है ये कोल्हापुर की मिरची
कहदे पोरे से ऐ लाजवाब पोरी ये है चंदा तो ये है चकोरी
कहीं होगी नहीं ऐसी जोड़ी आके जल्दी से बांध ले प्रीत डोरी
कहदे पोरे से …
सबके सब नादान हो तुम इतनी भी पहचान नहीं
जो बिक जाए बाज़ारों में औरत वो सामान नहीं
शादी है जन्मों का बंधन इक दो दिन का मेल नहीं
जब जी चाहे इससे खेलें औरत कोई खेल नहीं
आई है किस दुनिया से लगती है हूर के जैसी
सच कहता हूँ धरती पर होगी न लड़की ऐसी
क्या आँखें हैं क्या मुखड़ा है
कमसिन है चाँद का टुकड़ा है
लूटी हैं मेरी नींदें इसने मेरा चैन चुराया है
हाँ यही तो है वो heroine जिस पे मेरा दिल आया है
rum jhum tum jhum
tā nā nā nā tum tum
ṭik ṭik ṭik ṭik
rekhā kī āṇkhoṅ ko dekhā dekhī śhrīdevī kī chāl
mastī mīnākṣhī kī dekhī dekhe ravīnā ke gāl
muskān dekhī hai mādhurī kī dekhe haiṅ ḍiṅpal ke bāl
na milī kahīṅ vo heroine jo is hero ko bhā jāe
lāo koī parī kahīṅ se jispe iskā dil ā jāe
na milī kahīṅ vo …
kālī kālī laṭ ghuṅghrālī āṇkheṅ tirchhī tirchhī
tīkhī tīkhī lagtī hai ye kolhāpur kī mirchī
kahde pore se ai lājvāb porī ye hai chaṅdā to ye hai chakorī
kahīṅ hogī nahīṅ aisī joṛī āke jaldī se bāṅdh le prīt ḍorī
kahde pore se …
sabke sab nādān ho tum itnī bhī pahchān nahīṅ
jo bik jāe bāzāroṅ meṅ aurat vo sāmān nahīṅ
śhādī hai janmoṅ kā baṅdhan ik do din kā mel nahīṅ
jab jī chāhe isse kheleṅ aurat koī khel nahīṅ
āī hai kis duniyā se lagtī hai hūr ke jaisī
sach kahtā hūṇ dhartī par hogī na laṛkī aisī
kyā āṇkheṅ haiṅ kyā mukhaṛā hai
kamsin hai chāṇd kā ṭukaṛā hai
lūṭī haiṅ merī nīṅdeṅ isne merā chain churāyā hai
hāṇ yahī to hai vo heroine jis pe merā dil āyā hai