रस्ते में तेरे कब से हैं खड़े
रस्ते में तेरे कब से हैं खड़े
अजी ले लो सलाम गरीबों का
रस्ते में तेरे कब से हैं खड़े
अजी ले लो सलाम गरीबों का
गलियों में घूमते थे हम बेक़रार से
मिल जाओगे कहीं तो चलते फिरते प्यार से
मिल ही गये हैं तो खुल के मिलो
दिल तोड़ न दो मुँह मोड़ न लो
प्यारे ले लो सलाम गरीबों का
सुलझाना छोड़ देते उल्जहे से बाल का
सुन लेते आप जो अफ़्साना मेरे हाल का
हाँ हाँ सुनी नहीं फ़ुर्सत मगर
ले जाये किधर हसरत की नज़र
प्यारे ले लो सलाम गरीबों का
अब तक जो हम खड़े हैं ही चाहत आप की
तकते हैं देर से दीवाने सूरत आप की
कब तक यूँ ही कोई पीछा करे
अब हाथ मेरे मेरे थकने भी लगे
चाहे ले लो सलाम गरीबों का
raste meṅ tere kab se haiṅ khaṛe
ajī le lo salām garīboṅ kā
raste meṅ tere kab se haiṅ khaṛe
ajī le lo salām garīboṅ kā
galiyoṅ meṅ ghūmte the ham beqrār se
mil jāoge kahīṅ to chalte phirte pyār se
mil hī gaye haiṅ to khul ke milo
dil toṛ na do muṇh moṛ na lo
pyāre le lo salām garīboṅ kā
suljhānā chhoṛ dete uljhe se bāl kā
sun lete āp jo afsānā mere hāl kā
hāṇ hāṇ sunī nahīṅ fursat magar
le jāye kidhar hasrat kī nazar
pyāre le lo salām garīboṅ kā
ab tak jo ham khaṛe haiṅ hī chāhat āp kī
takte haiṅ der se dīvāne sūrat āp kī
kab tak yūṇ hī koī pīchhā kare
ab hāth mere mere thakne bhī lage
chāhe le lo salām garīboṅ kā