रप्पा रप्पा रम पम पम ... मुम्म्य पप हमको प्यारे
रप्पा रप्पा रम पम पम
mummy papa हमको प्यारे और mummy papa को हम
रप्पा रप्पा रम …
जब कोई बोले mummy से बच्चे हैं प्यारे
mummy उठके सुबह हमारी नज़र उतारें
और ये कहती हैं हमको घर से बाहर जाओ कम
mummy papa हमको …
papa हमको कहते हैं सूरज और चंदा
mummy हमको कहती हैं आँखों के तारे
हर पल उनकी आँखों में झिलमिल करते रहते हम
mummy papa हमको …
papa माली हैं और mummy फूलों की डाली
और ये फुलवारी दोनों ने नाज़ों से पाली
देखो अपनी बगिया में खुशियां नाचें छम
mummy papa हमको …
rappā rappā ram pam pam
mummy papa hamko pyāre aur mummy papa ko ham
rappā rappā ram …
jab koī bole mummy se bachche haiṅ pyāre
mummy uṭhke subah hamārī nazar utāreṅ
aur ye kahtī haiṅ hamko ghar se bāhar jāo kam
mummy papa hamko …
papa hamko kahte haiṅ sūraj aur chaṅdā
mummy hamko kahtī haiṅ āṇkhoṅ ke tāre
har pal unkī āṇkhoṅ meṅ jhilmil karte rahte ham
mummy papa hamko …
papa mālī haiṅ aur mummy phūloṅ kī ḍālī
aur ye phulvārī donoṅ ne nāzoṅ se pālī
dekho apnī bagiyā meṅ khuśhiyāṅ nācheṅ chham
mummy papa hamko …