रंग दिल की धड़कन भी लाती तो होगी
रंग दिल की धड़कन भी लाती तो होगी
याद मेरी उनको भी आती तो होगी
रंग दिल की धड़कन …
ओ ( प्यार की ख़ुश्बू कहाँ आती थी कलियों से
हो के आई है हवा भी उनकी गलियों से ) -2
छू के उनके दामन को आती तो होगी
रंग दिल की धड़कन …
ओ ये बहारें ये समाँ सब उसके दम से है
वो पिया कुछ-कुछ ख़फ़ा रहता जो हमसे है
जान कुछ-कुछ उसकी भी जाती तो होगी
रंग दिल की धड़कन …
( जा री ऐ तितली नगरिया पी की तू जाना
हो भला तेरा ख़बर कुछ उनकी ले आना ) -2
तू वहाँ पे वैसे भी जाती तो होगी
रंग दिल की धड़कन …
raṅg dil kī dhaṛkan bhī lātī to hogī
yād merī unko bhī ātī to hogī
raṅg dil kī dhaṛkan …
o ( pyār kī khuśhbū kahāṇ ātī thī kaliyoṅ se
ho ke āī hai havā bhī unkī galiyoṅ se ) -2
chhū ke unke dāman ko ātī to hogī
raṅg dil kī dhaṛkan …
o ye bahāreṅ ye samāṇ sab uske dam se hai
vo piyā kuchh-kuchh khafā rahtā jo hamse hai
jān kuchh-kuchh uskī bhī jātī to hogī
raṅg dil kī dhaṛkan …
( jā rī ai titlī nagriyā pī kī tū jānā
ho bhalā terā khabar kuchh unkī le ānā ) -2
tū vahāṇ pe vaise bhī jātī to hogī
raṅg dil kī dhaṛkan …