रंग भरे बादल से ... ओ मेरी चाँदनी
रंग भरे बादल से तेरे नैनों के काजल से -2
मैने इस दिल पे लिख दिया तेरा नाम
चाँदनी
चाँदनी ( ओ मेरी चाँदनी ) -3
बिन पूछे ये काम किया तुमने मुझे बदनाम किया
प्यार मुझे तुम करते हो फिर किस बात से डरते हो
दिल पर लिखी बातों को पोंछ न दे तू आँचल से
रंग भरे बादल पर …
you fool
कोई फूल कोई तोहफ़ा तुम साथ नहीं लाते
समझाऊँ तुम्हें
अपनी महबूबा से मिलने ( खाली हाथ नहीं आते ) -2
तुम्हें नहीं पता
अरे आज मैं भूल गया याद रखूंगा कल से
रंग भरे बादल पर …
मेरे सोना सोना सोना
पकड़ो -6
अरे जा जा चाँदनी चाँदनी करता है
नाम मेरा दिल पर लिखकर बस तुमने बात बनाई है
मैने तो दिल के अन्दर ( तेरी तस्वीर लगा ली है ) -2
दिखाऊँ देखोगे
अरे प्यार में तू जीत गई अपने प्रेमी पागल से
रंग भरे बादल पर …
चाँदनी मैं तेरी चाँदनी
raṅg bhare bādal se tere nainoṅ ke kājal se -2
maine is dil pe likh diyā terā nām
chāṇdnī
chāṇdnī ( o merī chāṇdnī ) -3
bin pūchhe ye kām kiyā tumne mujhe badnām kiyā
pyār mujhe tum karte ho phir kis bāt se ḍarte ho
dil par likhī bātoṅ ko poṅchh na de tū āṇchal se
raṅg bhare bādal par …
you fool
koī phūl koī tohafā tum sāth nahīṅ lāte
samjhāūṇ tumheṅ
apnī mahbūbā se milne ( khālī hāth nahīṅ āte ) -2
tumheṅ nahīṅ patā
are āj maiṅ bhūl gayā yād rakhūṅgā kal se
raṅg bhare bādal par …
mere sonā sonā sonā
pakaṛo -6
are jā jā chāṇdnī chāṇdnī kartā hai
nām merā dil par likhkar bas tumne bāt banāī hai
maine to dil ke andar ( terī tasvīr lagā lī hai ) -2
dikhāūṇ dekhoge
are pyār meṅ tū jīt gaī apne premī pāgal se
raṅg bhare bādal par …
chāṇdnī maiṅ terī chāṇdnī