सुन सायबा सुन प्यार की धुन ... हो मैने तुझे चुन लिया
को: सुन सायबा सुन प्यार की धुन
ल: हो मैने तुझे चुन लिया तू भी मुझे चुन
सुन सायबा सुन …
कोई हसीना क़दम पहले बढ़ाती नहीं
मजबूर दिल से न हो तो पास आती नहीं -2
ख़ुशी मेरे दिल में हद से ज़्यादा है
तेरे संग ज़िन्दगी बिताने का इरादा है
ओ प्रीत के ये धागे तू भी संग मेरे बुन
सुन सायबा सुन …
को: सुन सायबा सुन …
तू जो हाँ कहे तो बन जाए बात भी
हो तेरा इशारा तो चल दूँ मैं साथ भी -2
तेरे लिए सायबा नाचूँगी मैं गाऊँगी
दिल में बसा ले तेरा घर भी बसाऊँगी
हो डाल दे निग़ाह कर दे प्यार का शगुन
सुन सायबा सुन …
को: सुन सायबा सुन …
ओ मेरा ही ख़ून-ए-जिगर देगा गवाही मेरी
तेरे ही हाथों लिखी शायद तबाही मेरी
दिल तुझपे वारा है जान तुझपे वारूँगी
आए के न आए तेरा रस्ता निहारूँगी
ओ कर ले क़बूल मुझे होगा बड़ा पुन
सुन सायबा सुन …
को: सुन सायबा सुन …
ko: sun sāybā sun pyār kī dhun
la: ho maine tujhe chun liyā tū bhī mujhe chun
sun sāybā sun …
koī hasīnā qadam pahle baṛhātī nahīṅ
majbūr dil se na ho to pās ātī nahīṅ -2
khuśhī mere dil meṅ had se zyādā hai
tere saṅg zindgī bitāne kā irādā hai
o prīt ke ye dhāge tū bhī saṅg mere bun
sun sāybā sun …
ko: sun sāybā sun …
tū jo hāṇ kahe to ban jāe bāt bhī
ho terā iśhārā to chal dūṇ maiṅ sāth bhī -2
tere lie sāybā nāchūṇgī maiṅ gāūṇgī
dil meṅ basā le terā ghar bhī basāūṇgī
ho ḍāl de niġhāh kar de pyār kā śhagun
sun sāybā sun …
ko: sun sāybā sun …
o merā hī khūn-e-jigar degā gavāhī merī
tere hī hāthoṅ likhī śhāyad tabāhī merī
dil tujhpe vārā hai jān tujhpe vārūṇgī
āe ke na āe terā rastā nihārūṇgī
o kar le qabūl mujhe hogā baṛā pun
sun sāybā sun …
ko: sun sāybā sun …