Rajneegandhaa phool tumhaare mahke yoon hee jeevan men

रजनीगंधा फूल तुम्हारे महके यूँ ही जीवन में
Year
Language

रजनीगंधा फूल तुम्हारे महके यूँ ही जीवन में
ओ… जैसे महके प्रीत पिया की मेरे अनुरागी मन में
रजनीगंधा…

हर पल मेरी इन आँखों में बस रहते हैं सपने उनके
मन कहता है मैं रंगों की एक प्यार भरी बदली बनकर
बरसूँ उनके जीवन में
रजनीगंधा…

अधिकार ये जबसे साजन का हर धड़कन पर माना मैंने
मैं जबसे उनके साथ बंधी ये भेद तभी जाना मैंने
कितना सुख है बंधन में

rajnīgaṅdhā phūl tumhāre mahke yūṇ hī jīvan meṅ
o… jaise mahke prīt piyā kī mere anurāgī man meṅ
rajnīgaṅdhā…

har pal merī in āṇkhoṅ meṅ bas rahte haiṅ sapne unke
man kahtā hai maiṅ raṅgoṅ kī ek pyār bharī badlī bankar
barsūṇ unke jīvan meṅ
rajnīgaṅdhā…

adhikār ye jabse sājan kā har dhaṛkan par mānā maiṅne
maiṅ jabse unke sāth baṅdhī ye bhed tabhī jānā maiṅne
kitnā sukh hai baṅdhan meṅ