ki: maiṅ ek chor tū merī rānī - 2
chorī-chorī le chalā
maiṅ tumko tumse hī churāke
maiṅ ek chor tū merī rānī - 2
(śharmilā: chor nahīṅ)
la: tū merā rājā maiṅ terī rānī - 2
chal paṛī maiṅ sāth tere
sārī duniyā ko bhulāke
tū merā rājā maiṅ terī rānī
tū merā rājā …
la: (ham donoṅ me dekhā hai ek sapnā
kahīṅ pe chhoṭā sa ek ghar hai apnā - 2
o o…
ki: āṇgan meṅ utrī haiṅ chāṇdnī rāteṅ
ham baithe karte haiṅ prem kī bāteṅ
ye bāteṅ, ye rāteṅ bhūl jāeṅ ham
to hameṅ yād dilānā, ho bhūl na jānā
(śharmilā: kyā?)
maiṅ ek chor tū merī rānī
chorī-chorī …
ki: (kismat ne to hamko dukh hī bāṇte
apne raste meṅ bikhrāe kāṇṭe) -2
la: ho, hamne sajāī pyār se apnī ga.iyāṇ
kāṇṭe chun-chun ke bikhrāī kaliyāṇ
ye kaliyāṇ ye galiyāṇ bhūl jāeṅ ham
to hameṅ yād dilānā, ho, bhūl na jānā
(rājeśh: kyā?)
tū merā rājā maiṅ terī rānī
chal paṛī …
ki: maiṅ ek chor …
la: tū merā rājā
ki: tū merī rānī