Rainaa beetee jaaye, shyaam naa aaye

रैना बीती जाये, श्याम ना आये
Work
Year
Language

रैना बीती जाये, श्याम ना आये
निंदीया ना आये

शाम को भूला, श्याम का वादा
संग दिये के जागे राधा

किस सौतन ने रोकी डगरिया
किस बैरन से लागी नज़रिया

बिरहा की मारी प्रेमदीवानी
तन मन प्यासा, अंखियों में पानी

rainā bītī jāye, śhyām nā āye
niṅdīyā nā āye

śhām ko bhūlā, śhyām kā vādā
saṅg diye ke jāge rādhā

kis sautan ne rokī ḍagriyā
kis bairan se lāgī nazriyā

birhā kī mārī premdīvānī
tan man pyāsā, aṅkhiyoṅ meṅ pānī