Rahe naa rahe ham, mahkaa karenge

रहे ना रहे हम, महका करेंगे
Work
Year
Language

रहें ना रहें हम महका करेंगे
बन के कली, बन के सबा, बाग-ए-वफ़ा में

मौसम कोई हो इस चमन में रंग बन के रहेंगे हम ख़िरामा
चाहत की खुशबू यूँ ही ज़ुल्फों से उड़ेगी, खिज़ा हो या बहारें
यूँ ही झूमते और खिलते रहेंगे, बन के कली..

खोये हम ऐसे, क्या है मिलना, क्या बिछड़ना नहीं है याद हम को
कूंचे में दिल के जब से आये सिर्फ़ दिल की ज़मीं है याद हम को
इसी सरज़मीं पे हम तो रहेंगे, बन के कली..

जब हम ना होंगे, जब हमारी खाक पे तुम रुकोगे चलते चलते
अश्कों से भीगी चाँदनी में एक सदा सी सुनोगे चलते चलते
वही पे कही हम तुम से मिलेंगे, बन के कली..

raheṅ nā raheṅ ham mahkā kareṅge
ban ke kalī, ban ke sabā, bāg-e-vafā meṅ

mausam koī ho is chaman meṅ raṅg ban ke raheṅge ham khirāmā
chāhat kī khuśhbū yūṇ hī zulphoṅ se uṛegī, khiज़ā ho yā bahāreṅ
yūṇ hī jhūmte aur khilte raheṅge, ban ke kalī..

khoye ham aise, kyā hai milnā, kyā bichhaṛnā nahīṅ hai yād ham ko
kūṅche meṅ dil ke jab se āye sirf dil kī zamīṅ hai yād ham ko
isī saraज़mīṅ pe ham to raheṅge, ban ke kalī..

jab ham nā hoṅge, jab hamārī khāk pe tum rukoge chalte chalte
aśhkoṅ se bhīgī chāṇdnī meṅ ek sadā sī sunoge chalte chalte
vahī pe kahī ham tum se mileṅge, ban ke kalī..