Title (Indic)सहारा कोई मिल जाता तो हम कब के सँभल जाते WorkRaftar Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shivram Performer Talat Mahmood Writer Nakshab LyricsHindiसहारा कोई मिल जाता तो हम कब के सँभल जाते (2) के जिस साँचे में दिल कहता उसी साँचे में ढल जाते (2) बराबर दोनों जानिब आग लगती है मुहब्बत में (2) इधर से भी उधर पहले सुलगती है मुहब्बत में (2) न जलती शम्म महफ़िल में तो क्या परवाने जल जाते (2) सहारा कोई मिल जाता … के जिस साँचे … सहारा कोई मिल जाता किसी से आँखों आँखों में कोई इक़रार हो जाता मुहब्बत का अगर भरपूर दिल पर वार हो जाता (2) तो दिल के साथ शायद दिल के अरमाँ भी निकल जाते (2) सहारा कोई मिल जाता … के जिस साँचे … सहारा कोई मिल जाता Englishsahārā koī mil jātā to ham kab ke sṇbhal jāte (2) ke jis sāṇche meṅ dil kahtā usī sāṇche meṅ ḍhal jāte (2) barābar donoṅ jānib āg lagtī hai muhabbat meṅ (2) idhar se bhī udhar pahle sulagtī hai muhabbat meṅ (2) na jaltī śhamm mahafil meṅ to kyā parvāne jal jāte (2) sahārā koī mil jātā … ke jis sāṇche … sahārā koī mil jātā kisī se āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ koī iqrār ho jātā muhabbat kā agar bharpūr dil par vār ho jātā (2) to dil ke sāth śhāyad dil ke armāṇ bhī nikal jāte (2) sahārā koī mil jātā … ke jis sāṇche … sahārā koī mil jātā