Raf्taa raf्taa vo hamaare dil ke armaan ho gae

रफ़्ता रफ़्ता वो हमारे दिल के अर्माँ हो गए
Year
Language

रफ़्ता रफ़्ता वो हमारे दिल के अर्माँ हो गए
पहले जाँ, फिर जान-ए-जाँ
फिर जान-ए-जानाँ हो गए
रफ़्ता रफ़्ता…

रफ़्ता रफ़्ता वो मेरी तस्कीं का सामाँ हो गए
पहले दिल फिर दिलरुबा फिर दिल के मेहमाँ हो गए
रफ़्ता रफ़्ता…

रफ़्ता रफ़्ता उन की आँखों का नशा बढ़ने लगा
पहले मय फिर मैकदा फिर मय का तूफ़ाँ हो गए
रफ़्ता रफ़्ता …

रफ़्ता रफ़्ता हुस्न निखरा और निखरता ही गया
पहले गुल फिर गुलबदन फिर गुल बदामाँ हो गए
रफ़्ता रफ़्ता …

raftā raftā vo hamāre dil ke armāṇ ho gae
pahle jāṇ, phir jān-e-jāṇ
phir jān-e-jānāṇ ho gae
raftā raftā…

raftā raftā vo merī taskīṅ kā sāmāṇ ho gae
pahle dil phir dilrubā phir dil ke mehmāṇ ho gae
raftā raftā…

raftā raftā un kī āṇkhoṅ kā naśhā baṛhne lagā
pahle may phir maikdā phir may kā tūfāṇ ho gae
raftā raftā …

raftā raftā husn nikhrā aur nikhartā hī gayā
pahle gul phir gulabdan phir gul badāmāṇ ho gae
raftā raftā …