Rab roothe roothe jag chhoote chhoote dil tornaa to gunaah hai

रब रूठे रूठे जग छूटे छूटे दिल तोड़ना तो गुनाह है
Year
Language

रब रूठे रूठे जग छूटे छूटे दिल तोड़ना तो गुनाह है
अब रूठे तो रूठे ये सारा ज़माना दिल तुम पे आने लगा है
रब रूठे …

प्यार करने वालों को दुश्मन है सारा ज़माना
चाहत में तो जेल भी खेल है बेड़ी भी पड़ जाए परवाह नहीं
आशिक़ तेरा तुझे पाने की खातिर फांसी भी चढ़ जाए परवाह नहीं
सर फूटे फूटे दम टूटे टूटे वादा कहां टूटता है
अब रूठे तो रूठे …

I love you. My love is you.
हो ऐसे नहीं बोलो हमें in name of God
jesus की खा के कसम बोलता है
क्‌या तुम हमें अपना wife करेगा

करेगा हम तुम eve को अपना wife करेगा
jesus की खा के कसम बोलता है
love तुमको हम सारा life करेगा
सर फूटे फूटे …

rab rūṭhe rūṭhe jag chhūṭe chhūṭe dil toṛnā to gunāh hai
ab rūṭhe to rūṭhe ye sārā zamānā dil tum pe āne lagā hai
rab rūṭhe …

pyār karne vāloṅ ko duśhman hai sārā zamānā
chāhat meṅ to jel bhī khel hai beṛī bhī paṛ jāe parvāh nahīṅ
āśhiq terā tujhe pāne kī khātir phāṅsī bhī chaṛh jāe parvāh nahīṅ
sar phūṭe phūṭe dam ṭūṭe ṭūṭe vādā kahāṅ ṭūṭtā hai
ab rūṭhe to rūṭhe …

I love you. My love is you.
ho aise nahīṅ bolo hameṅ in name of God
jesus kī khā ke kasam boltā hai
k‌yā tum hameṅ apnā wife karegā

karegā ham tum eve ko apnā wife karegā
jesus kī khā ke kasam boltā hai
love tumko ham sārā life karegā
sar phūṭe phūṭe …