मु: रब मेरे अरज सुन मेरी शरण अब तेरी
जिस दिन से गया दिल मेरा दुखों ने घेरा
दो: रब मेरे अरज सुन …
मु: क्यों रूठ रहे करतार मेरी सरकार ( बताते जाओ ) -2
क्या हमसे हो गई भूल ( हमें बतलाओ ) -2
पड़ूँ न पैया न हो नाराज़ मेरे सरताज ये दिल अब तेरा
जिस दिन से गया …
को: रब मेरे अरज सुन …
शै: पड़ी दिल की दुनिया सूनी इधर भी देखो ( इधर भी आओ ) -2
सब खड़े हुए बेहाल ज़रा मुसकाओ न अब तरसाओ
लगा ऐसे नज़र का तीर कलेजा चीर गया जो मेरा
जिस दिन से गया …
मु: मेरी सुनते जाओ बात ( तुम्हारे जोड़ रहा हूँ मैं हाथ ) -2
क्यों मुझसे जाते दूर मेरे ओ नूर ( निभा दो साथ ) -2
ज़रा बैठो हँसो-मुस्काओ हमें बहलाओ बसा दो डेरा
जिस दिन से गया …
को: हाय रब मेरे अरज सुन …
mu: rab mere araj sun merī śharaṇ ab terī
jis din se gayā dil merā dukhoṅ ne gherā
do: rab mere araj sun …
mu: kyoṅ rūṭh rahe kartār merī sarkār ( batāte jāo ) -2
kyā hamse ho gaī bhūl ( hameṅ batlāo ) -2
paṛūṇ na paiyā na ho nārāz mere sartāj ye dil ab terā
jis din se gayā …
ko: rab mere araj sun …
śhai: paṛī dil kī duniyā sūnī idhar bhī dekho ( idhar bhī āo ) -2
sab khaṛe hue behāl zarā muskāo na ab tarsāo
lagā aise nazar kā tīr kalejā chīr gayā jo merā
jis din se gayā …
mu: merī sunte jāo bāt ( tumhāre joṛ rahā hūṇ maiṅ hāth ) -2
kyoṅ mujhse jāte dūr mere o nūr ( nibhā do sāth ) -2
zarā baiṭho hṇso-muskāo hameṅ bahlāo basā do ḍerā
jis din se gayā …
ko: hāy rab mere araj sun …