रब के सामने ... मेरी जां तुझे प्यार करता हूँ
रब के सामने सब के सामने इकरार करता हूँ
जान से बढ़कर मेरी जां तुझे प्यार करता हूँ
रब के सामने सब के सामने इकरार करती हूँ
जान से बढ़कर मेरी जां तुझे प्यार करती हूँ
इस हाँ ना के बीच कहीं अटका हुआ था दिल मेरा
शर्म के मारे मैं चुप थी जीना था मुश्किल मेरा
लाज शरम की ये रेखा मैं पार करता हूँ
रब के सामने …
आज खुशी के मारे मैं दीवानी ना हो जाऊं
बिखरा के अपनी ज़ुल्फ़ें मैं साये में सो जाऊं
जा तेरी मर्जी मैं कब इंकार करती हूँ
रब के सामने …
rab ke sāmne sab ke sāmne ikrār kartā hūṇ
jān se baṛhkar merī jāṅ tujhe pyār kartā hūṇ
rab ke sāmne sab ke sāmne ikrār kartī hūṇ
jān se baṛhkar merī jāṅ tujhe pyār kartī hūṇ
is hāṇ nā ke bīch kahīṅ aṭkā huā thā dil merā
śharm ke māre maiṅ chup thī jīnā thā muśhkil merā
lāj śharam kī ye rekhā maiṅ pār kartā hūṇ
rab ke sāmne …
āj khuśhī ke māre maiṅ dīvānī nā ho jāūṅ
bikhrā ke apnī zulfeṅ maiṅ sāye meṅ so jāūṅ
jā terī marjī maiṅ kab iṅkār kartī hūṇ
rab ke sāmne …