Raaz seene men mohabbat kaa chhupaae rakhnaa

राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना
Year
Language

ल: राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना राज़ सीने में
त: शमा जो दिल में जलाई है जलाए रखना शमा जो दिल में

ल: दिल के जज़्बात निग़ाहों में खिंचे आते हैं -2
त: कितना दुश्वार है नज़रों को झुकाए रखना कितना दुश्वार है

त: आज तो हुस्न का जी भर के नज़ारा कर लें -2
ज़ुल्फ़ अपनी ज़रा चेहरे से हटाए रखना ज़ुल्फ़ अपनी ज़रा

ल: दिल धड़कता है नज़र यूँ न मिलाओ हमसे -2
प्यार को प्यार के आदाब सिखाए रखना प्यार को प्यार के

त: सामने तुम हो तो क्‌यों होश रहे दुनिया का -2
क्‌या क़यामत है ये दामन को बचाए रखना क्‌या क़यामत है
ल: राज़ सीने में …

la: rāz sīne meṅ mohabbat kā chhupāe rakhnā rāz sīne meṅ
ta: śhamā jo dil meṅ jalāī hai jalāe rakhnā śhamā jo dil meṅ

la: dil ke jazbāt niġhāhoṅ meṅ khiṅche āte haiṅ -2
ta: kitnā duśhvār hai nazroṅ ko jhukāe rakhnā kitnā duśhvār hai

ta: āj to husn kā jī bhar ke nazārā kar leṅ -2
zulf apnī zarā chehre se haṭāe rakhnā zulf apnī zarā

la: dil dhaṛaktā hai nazar yūṇ na milāo hamse -2
pyār ko pyār ke ādāb sikhāe rakhnā pyār ko pyār ke

ta: sāmne tum ho to k‌yoṅ hośh rahe duniyā kā -2
k‌yā qayāmat hai ye dāman ko bachāe rakhnā k‌yā qayāmat hai
la: rāz sīne meṅ …