रातों को जब भी मैं ... दिल विच विच रुकदा
Do you love me?
प नि सा
रातों को जब भी मैं सोता था तो मेरे ख्वाबों में
प्यारी सी भोली सी इक लड़की का चेहरा था आता
दिल को था तड़पाता
अ र र र क्या हाल दिल का कहूँ
दिल विच विच चलदा
दिल विच विच रुकदा
तुनक तुनक दुम दुम दुम दुम तुनक तुनक दुम
दिल विच विच …
मैने उसको देखा उसने मुझको देखा
मेरे तो हाथों में प्यार की थी रेखा
लो प्यार हो भी गया
हम दोनों मिलते थे खुशियों से खिलते थे
मीठी सी बातें थी मस्ती की रातें थी
बेहोशी छाई थी मदहोशी छाई थी
अ र र र क्या रंग था क्या कहें
दिल विच विच …
इक दिन जो बिछड़ी तो फिर वो नहीं आई
मेरे नसीब में आई ये तन्हाई
पूछूँ मैं उसका पता
धरती से अम्बर से नदियों से सागर से
पेड़ों से पत्तों से परबत से रस्तों से
लहरों से साहिल से अपने ही इस दिल से
अ र र र क्या खो गया क्या कहूँ
दिल विच विच …
Do you love me?
pa ni sā
rātoṅ ko jab bhī maiṅ sotā thā to mere khvāboṅ meṅ
pyārī sī bholī sī ik laṛkī kā chehrā thā ātā
dil ko thā taṛpātā
a ra ra ra kyā hāl dil kā kahūṇ
dil vich vich chaldā
dil vich vich rukdā
tunak tunak dum dum dum dum tunak tunak dum
dil vich vich …
maine usko dekhā usne mujhko dekhā
mere to hāthoṅ meṅ pyār kī thī rekhā
lo pyār ho bhī gayā
ham donoṅ milte the khuśhiyoṅ se khilte the
mīṭhī sī bāteṅ thī mastī kī rāteṅ thī
behośhī chhāī thī madhośhī chhāī thī
a ra ra ra kyā raṅg thā kyā kaheṅ
dil vich vich …
ik din jo bichhaṛī to phir vo nahīṅ āī
mere nasīb meṅ āī ye tanhāī
pūchhūṇ maiṅ uskā patā
dhartī se ambar se nadiyoṅ se sāgar se
peṛoṅ se pattoṅ se parbat se rastoṅ se
lahroṅ se sāhil se apne hī is dil se
a ra ra ra kyā kho gayā kyā kahūṇ
dil vich vich …