Raaton ko choree-choree bole moraa kangnaa

रातों को चोरी-चोरी बोले मोरा कंगना
Year
Language

( रातों को चोरी-चोरी बोले मोरा कंगना
अबके जो बरखा आई आएँगे सजना ) -2
रातों को चोरी …

कैसी अनोखी प्यारी होंगी वो रातें
जबके पिया से होंगी मनवा की बातें
दो चाँद चमकेंगे मोरी अटरिया -2
इक तो गगन में होगा दूजा मोरे अँगना
रातों को चोरी …

( rātoṅ ko chorī-chorī bole morā kaṅgnā
abke jo barkhā āī āeṇge sajnā ) -2
rātoṅ ko chorī …

kaisī anokhī pyārī hoṅgī vo rāteṅ
jabke piyā se hoṅgī manvā kī bāteṅ
do chāṇd chamkeṅge morī aṭriyā -2
ik to gagan meṅ hogā dūjā more aṇgnā
rātoṅ ko chorī …