रातों के साये घने जब बोझ दिल पर बने
(रातों के साये घने जब बोझ दिल पर बने
न तो जले बाती न हो कोई साथी - 2
फिर भी न डर अगर बुझें दिये
सहर तो है तेरे लिये) - 2
(जब भी मुझे कभी कोई जो ग़म घेरे
लगता है होंगे नहीं सपने यह पूरे मेरे) - 2
कहता है दिल मुझको माना हैं ग़म तुझको
फिर भी न डर अगर बुझें दिये
सहर तो है तेरे लिये
(जब न चमन खिले मेरा बहारों में
जब डूबने मैं लगूँ रातों की मजधारों में) - 2
मायूस मन डोले पर यह गगन बोले
फिर भी न डर अगर बुझें दिये
सहर तो है तेरे लिये
(जब ज़िन्दगी किसी तरह बहलती नहीं
खामोशियों से भरी जब रात ढलती नहीं) - 2
तब मुस्कुराऊँ मैं यह गीत गाऊँ मैं
फिर भी न डर अगर बुझें दिये
सहर तो है तेरे लिये
रातों के साये घने जब बोझ दिल पर बने
न तो जलें बाती न हो कोई साथी - 2
फिर भी न डर अगर बुझें दिये
सहर तो है तेरे लिये
(rātoṅ ke sāye ghane jab bojh dil par bane
na to jale bātī na ho koī sāthī - 2
phir bhī na ḍar agar bujheṅ diye
sahar to hai tere liye) - 2
(jab bhī mujhe kabhī koī jo ġham ghere
lagtā hai hoṅge nahīṅ sapne yah pūre mere) - 2
kahtā hai dil mujhko mānā haiṅ ġham tujhko
phir bhī na ḍar agar bujheṅ diye
sahar to hai tere liye
(jab na chaman khile merā bahāroṅ meṅ
jab ḍūbne maiṅ lagūṇ rātoṅ kī majdhāroṅ meṅ) - 2
māyūs man ḍole par yah gagan bole
phir bhī na ḍar agar bujheṅ diye
sahar to hai tere liye
(jab zindgī kisī tarah bahaltī nahīṅ
khāmośhiyoṅ se bharī jab rāt ḍhaltī nahīṅ) - 2
tab muskurāūṇ maiṅ yah gīt gāūṇ maiṅ
phir bhī na ḍar agar bujheṅ diye
sahar to hai tere liye
rātoṅ ke sāye ghane jab bojh dil par bane
na to jaleṅ bātī na ho koī sāthī - 2
phir bhī na ḍar agar bujheṅ diye
sahar to hai tere liye