रात सारी बेक़रारी में गुज़ारी सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
( रात सारी बेक़रारी में गुज़ारी सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
हाँ सौ दफ़ा दरवाजे पे गई ) -2
तू ना था वहाँ खड़ी घड़ी-घड़ी याद थी तेरी
रात सारी बेक़रारी में गुज़ारी सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
हाँ सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
( ओढ़ लूँ मैं प्यार तेरा पहन लूँ मैं प्यार तेरा
फिर सनम आना ) -2
हो इसके पहले नहीं ठहरे रहना वहीं
आ जाना अभी नहीं अभी नहीं जब मैं कहूँ
रात सारी बेक़रारी में गुज़ारी सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
हाँ सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
( रास्ते में जा मिलूँ या रास्ता देखूँ मैं तेरा
क्या करूँ सजना ) -2
ओ बेक़ली का समाँ दिल में कितने गुमाँ
फिर कोई भुला ना दे तुझे मेरा नाम-पता
रात सारी बेक़रारी में गुज़ारी सौ दफ़ा दरवाजे पे गई
को: आ आ
( rāt sārī beqrārī meṅ guzārī sau dafā darvāje pe gaī
hāṇ sau dafā darvāje pe gaī ) -2
tū nā thā vahāṇ khaṛī ghaṛī-ghaṛī yād thī terī
rāt sārī beqrārī meṅ guzārī sau dafā darvāje pe gaī
hāṇ sau dafā darvāje pe gaī
( oṛh lūṇ maiṅ pyār terā pahan lūṇ maiṅ pyār terā
phir sanam ānā ) -2
ho iske pahle nahīṅ ṭhahre rahnā vahīṅ
ā jānā abhī nahīṅ abhī nahīṅ jab maiṅ kahūṇ
rāt sārī beqrārī meṅ guzārī sau dafā darvāje pe gaī
hāṇ sau dafā darvāje pe gaī
( rāste meṅ jā milūṇ yā rāstā dekhūṇ maiṅ terā
kyā karūṇ sajnā ) -2
o beqlī kā samāṇ dil meṅ kitne gumāṇ
phir koī bhulā nā de tujhe merā nām-patā
rāt sārī beqrārī meṅ guzārī sau dafā darvāje pe gaī
ko: ā ā