Raat ko jee haay raat ko jee chamken taaren

रात को जी हाय रात को जी चमकें तारें
Work
Year
Language

श: रात को जी हाय रात को जी चमकें तारें
देख बलम मोहे अँखियाँ मारे जी मैं मर गई रामा
मु: रात को जी हाय रात को जी चमकें तारें
पहलू में दिल मेरा पाँव पसारे जी मैं का करूँ रामा

श: रात को जी हाय रात को जी बोले पपिहरा
देख बलम मोरा डोले जियरा जी मैं मर गई रामा
मु: रात को जी हाय रात को जी बोले पपिहरा
भेद खोले तेरा-मेरा मेरा-तेरा जी मैं का करूँ रामा

श: रात को जी हाय रात को जी चमके चन्दा
जैसे बलम तेरे प्यार का फन्दा जी मैं मर गई रामा
मु: रात को ही हाय रात को जी चमके चन्दा
तेरे बिन पाए नहीं चैन यह बन्दा जी मैं का करूँ रामा

श: रात को जी हाय रात को जी उड़ते बादल
देख बलम मोरा छोड़ दे आँचल जी मैं मर गई रामा
मु: रात को ही हाय रात को जी उड़ते बादल
साथ हमारे गोरी चलो-चलो जी मैं का करूँ रामा

śha: rāt ko jī hāy rāt ko jī chamkeṅ tāreṅ
dekh balam mohe aṇkhiyāṇ māre jī maiṅ mar gaī rāmā
mu: rāt ko jī hāy rāt ko jī chamkeṅ tāreṅ
pahlū meṅ dil merā pāṇv pasāre jī maiṅ kā karūṇ rāmā

śha: rāt ko jī hāy rāt ko jī bole papihrā
dekh balam morā ḍole jiyrā jī maiṅ mar gaī rāmā
mu: rāt ko jī hāy rāt ko jī bole papihrā
bhed khole terā-merā merā-terā jī maiṅ kā karūṇ rāmā

śha: rāt ko jī hāy rāt ko jī chamke chandā
jaise balam tere pyār kā phandā jī maiṅ mar gaī rāmā
mu: rāt ko hī hāy rāt ko jī chamke chandā
tere bin pāe nahīṅ chain yah bandā jī maiṅ kā karūṇ rāmā

śha: rāt ko jī hāy rāt ko jī uṛte bādal
dekh balam morā chhoṛ de āṇchal jī maiṅ mar gaī rāmā
mu: rāt ko hī hāy rāt ko jī uṛte bādal
sāth hamāre gorī chalo-chalo jī maiṅ kā karūṇ rāmā