रात को आऊंगा मैं ... मुझसे शादी करोगी
रात को आऊंगा मैं तुझे ले जाऊंगा मैं
film दिखाऊंगा मैं सैर कराऊंगा मैं
चोरी से आना चुपके से जाना अच्छी नहीं दिल्लगी
मुझसे शादी करोगी मुझसे शादी करोगी
रात को आऊंगा मैं …
तेरे ख़यालों में खोया ये मन है
शादी का वादा है ना समझो fun है
मेरी तरफ़ से तो ये रिश्ता done है
दुनिया की ये जोड़ी तो number one है
दुनिया घुमाऊंगा मैं ऐश कराऊंगा मैं
disco ले जाऊंगा मैं dinner कराऊंगा मैं
रातों को आना हमको सताना अच्छी नहीं दिल्लगी
मुझसे शादी करोगी …
हो जाए जीवन में अब चाहें जो भी
दूल्हा बनूंगा मैं दुल्हन तू होगी
राधे श्याम के जैसी है जोड़ी तोड़े से भी जाएगी ना ये तोड़ी
मंदिर ले जाऊंगा मैं पूजा कराऊंगा मैं
नारियल चढ़ाऊंगा मैं चंदन लगाऊंगा मैं
मंदिर में जाना चंदन लगाना करना नहीं दिल्लगी
मुझसे शादी करोगी …
मुंडा कमाल है मुंडा कमाल है मुंडा कमाल है मुंडा
ओ मेरे राजा तू बड़ा नटखट है
अपनी तो style यारा बस cut to cut है
पुत्तर शकल से तो लगता तू जट्ट है
आशिक़ है आखिर तेरा अपना वट है
लस्सी पिलाऊंगा मैं पेड़े खिलाऊंगा मैं
मालिश कराऊंगा मैं कुश्ती दिखाऊंगा मैं
मुझसे शादी करोगी …
तुझसे शादी करूंगी
rāt ko āūṅgā maiṅ tujhe le jāūṅgā maiṅ
film dikhāūṅgā maiṅ sair karāūṅgā maiṅ
chorī se ānā chupke se jānā achchhī nahīṅ dillgī
mujhse śhādī karogī mujhse śhādī karogī
rāt ko āūṅgā maiṅ …
tere khayāloṅ meṅ khoyā ye man hai
śhādī kā vādā hai nā samjho fun hai
merī taraf se to ye riśhtā done hai
duniyā kī ye joṛī to number one hai
duniyā ghumāūṅgā maiṅ aiśh karāūṅgā maiṅ
disco le jāūṅgā maiṅ dinner karāūṅgā maiṅ
rātoṅ ko ānā hamko satānā achchhī nahīṅ dillgī
mujhse śhādī karogī …
ho jāe jīvan meṅ ab chāheṅ jo bhī
dūlhā banūṅgā maiṅ dulhan tū hogī
rādhe śhyām ke jaisī hai joṛī toṛe se bhī jāegī nā ye toṛī
maṅdir le jāūṅgā maiṅ pūjā karāūṅgā maiṅ
nāriyal chaṛhāūṅgā maiṅ chaṅdan lagāūṅgā maiṅ
maṅdir meṅ jānā chaṅdan lagānā karnā nahīṅ dillgī
mujhse śhādī karogī …
muṅḍā kamāl hai muṅḍā kamāl hai muṅḍā kamāl hai muṅḍā
o mere rājā tū baṛā naṭkhaṭ hai
apnī to style yārā bas cut to cut hai
puttar śhakal se to lagtā tū jaṭṭ hai
āśhiq hai ākhir terā apnā vaṭ hai
lassī pilāūṅgā maiṅ peṛe khilāūṅgā maiṅ
māliśh karāūṅgā maiṅ kuśhtī dikhāūṅgā maiṅ
mujhse śhādī karogī …
tujhse śhādī karūṅgī