रात की दलदल है गाढ़ी रे गाढ़ी रे
रात की दलदल है गाढ़ी रे गाढ़ी रे
धड़कन की चले कैसे गाड़ी रे गाड़ी रे
सहमीं सहमीं हैं दिशाएं जैसे कुछ खोने को है
साँस रोके हैं हवाएं जाने क्या होने को है
मौत छुपी झाड़ी-झाड़ी रे झाड़ी रे
दिल के आँगन में हैं फैले साये कैसे ख़ौफ़ के
रो रहे हैं यूँ अँधेरे काँप जाए जो सुने
डूबी समय की है नाड़ी रे नाड़ी रे
%( थे पुल्से ओफ़ तिमे हस सुन्क)
rāt kī daldal hai gāṛhī re gāṛhī re
dhaṛkan kī chale kaise gāṛī re gāṛī re
sahmīṅ sahmīṅ haiṅ diśhāeṅ jaise kuchh khone ko hai
sāṇs roke haiṅ havāeṅ jāne kyā hone ko hai
maut chhupī jhāṛī-jhāṛī re jhāṛī re
dil ke āṇgan meṅ haiṅ phaile sāye kaise khauf ke
ro rahe haiṅ yūṇ aṇdhere kāṇp jāe jo sune
ḍūbī samay kī hai nāṛī re nāṛī re
%( the pulse of time has sunk)