रात भर रहियो जी सुबह चले जइयो ... कहां रैन गुज़ारी घरवाली से न कहियो
रात भर रहियो जी सुबह चले जइयो
कहां रैन गुज़ारी घरवाली से न कहियो
पूछताछ करे तो बहाना जड़ दीजियो
सच्ची झूठी कोई कहानी गढ़ दीजियो
फिर भी न माने तो बैथो मेले लईयो
रात भर रहियो जी …
कुंवारे हो कुंवारे तो डर किस बात का
कौन लेगा तुमसे हिसाब बीती रात का
अपनी खुशी से जब चाहे अइयो जइयो
रात भर रहियो जी …
हैं बड़े टेढ़े मेढ़े ये कूंचे ये गलियां
है धोखा नज़र का ये सारी रंगरेलियां
चमक दमक से जी धोखा मत खइयो
रात भर रहियो जी …
rāt bhar rahiyo jī subah chale jaiyo
kahāṅ rain guzārī gharvālī se na kahiyo
pūchhtāchh kare to bahānā jaṛ dījiyo
sachchī jhūṭhī koī kahānī gaṛh dījiyo
phir bhī na māne to baitho mele laīyo
rāt bhar rahiyo jī …
kuṅvāre ho kuṅvāre to ḍar kis bāt kā
kaun legā tumse hisāb bītī rāt kā
apnī khuśhī se jab chāhe aiyo jaiyo
rāt bhar rahiyo jī …
haiṅ baṛe ṭeṛhe meṛhe ye kūṅche ye galiyāṅ
hai dhokhā nazar kā ye sārī raṅgreliyāṅ
chamak damak se jī dhokhā mat khaiyo
rāt bhar rahiyo jī …