Raaste kaa patthar qismat ne mujhe banaa diyaa

रास्ते का पत्थर क़िस्मत ने मुझे बना दिया
Year
Language

रास्ते का पत्थर क़िस्मत ने मुझे बना दिया
जो रास्ते से गुज़रा एक ठोकर लगा गया
रास्ते का पत्थर …

कितने घाव लगे हैं ये मत पूछो मेरे दिल पे
कितनी ठोकर खाई ना पहुँचा मंज़िल पे
कोई आगे फेंक गया तो कोई पीछे हटा गया
रास्ते का पत्थर …

पहले क्‌या कर पाया क्‌या इसके बाद करूँगा मैं
जा री जा ऐ दुनिया क्‌या तुझको याद करूँगा मैं
दो दिन तेरी महफ़िल में क्‌या आया क्‌या गया
रास्ते का पत्थर …

rāste kā patthar qismat ne mujhe banā diyā
jo rāste se guzrā ek ṭhokar lagā gayā
rāste kā patthar …

kitne ghāv lage haiṅ ye mat pūchho mere dil pe
kitnī ṭhokar khāī nā pahuṇchā maṅzil pe
koī āge pheṅk gayā to koī pīchhe haṭā gayā
rāste kā patthar …

pahle k‌yā kar pāyā k‌yā iske bād karūṇgā maiṅ
jā rī jā ai duniyā k‌yā tujhko yād karūṇgā maiṅ
do din terī mahafil meṅ k‌yā āyā k‌yā gayā
rāste kā patthar …