Raanjhnaa ve raanjhnaa sajan mere saajnaa main jaane doongee aaj naa

रांझणा वे रांझणा सजन मेरे साजना मैं जाने दूंगी आज ना
Year
Language

सौ जनम इन्तज़ार होता है तब कहीं जाके प्यार होता है
हर किसी को तो दिल नहीं देते प्यार बस एक बार होता है

रांझणा वे रांझणा रांझणा वे रांझणा
सजन मेरे साजना मैं जाने दूंगी आज ना
मैं तेरी हीर हूँ तू मेरा रांझणा
रांझणा वे रांझणा …

आजा तुझे मैं बांध लूं अपनी ज़ुल्फ़ों की ज़ंजीर से
तेरा रस्ता रोक पाई मेरी लाज ना साजना रांझणा रांझणा
सजन मेरे साजना …

तू प्यार का राजा सही मैं कम नहीं तेरी रानी हूँ मैं
मेरे दिल पे राज हां चलेगा तेरा रांझणा साजना रांझणा रांझणा
सजन मेरे साजना …

sau janam intazār hotā hai tab kahīṅ jāke pyār hotā hai
har kisī ko to dil nahīṅ dete pyār bas ek bār hotā hai

rāṅjhṇā ve rāṅjhṇā rāṅjhṇā ve rāṅjhṇā
sajan mere sājnā maiṅ jāne dūṅgī āj nā
maiṅ terī hīr hūṇ tū merā rāṅjhṇā
rāṅjhṇā ve rāṅjhṇā …

ājā tujhe maiṅ bāṅdh lūṅ apnī zulfoṅ kī zaṅjīr se
terā rastā rok pāī merī lāj nā sājnā rāṅjhṇā rāṅjhṇā
sajan mere sājnā …

tū pyār kā rājā sahī maiṅ kam nahīṅ terī rānī hūṇ maiṅ
mere dil pe rāj hāṅ chalegā terā rāṅjhṇā sājnā rāṅjhṇā rāṅjhṇā
sajan mere sājnā …