रामपुर का वासी हूँ मैं लक्ष्मण मेरा नाम्
रामपुर का वासी हूँ मैं लक्ष्मण मेरा नाम
सीधी-सादी बोली मेरी सीधा-सादा काम
ओ पर हूँ बड़ा अलबेला
सौ के बराबर अकेला
रामपुर का वासी …
रुकना-झुकना मैं क्या जानूँ ऐ भाई
हो यार की यारी मुझको यहाँ तलक़ लाई
अरे खेल तमाशा मुझको मत समझो प्यारों
हो अभी तो परदा उठने में देर है यारों
( तुम देखोगे ) -2 उस रोज़ मुझे मैं अपनी जान पे जिस दिन खेला
रामपुर का वासी …
प्यार-मोहब्बत में वैसे तो ढीला हूँ
हाँ लेकिन दिल का मैं भी बड़ा रंगीला हूँ
अरे आँखों-आँखों ही में दिल पे लहराऊँ
ओ इन होंठों की लाली उतार ले जाऊँ
( कर दूँ पागल ) -2 हो कोई गाँव की गोरी या कोई शहरी लैला
रामपुर का वासी …
सूट पहन कर तुम देखो नक़ली सपना
हो मेरी धोती-कुरते पे सोचकर हँसना
अरे खद्दर की छाया में भारत जागा है
इस लाठी से अंग्रेज़ डर के भागा है
ये अंग्रेज़ी फ़ैशन-वैशन मैं क्या जानूँ मैं हूँ भारत का छैला
रामपुर का वासी …
rāmpur kā vāsī hūṇ maiṅ lakṣhmaṇ merā nām
sīdhī-sādī bolī merī sīdhā-sādā kām
o par hūṇ baṛā albelā
sau ke barābar akelā
rāmpur kā vāsī …
ruknā-jhuknā maiṅ kyā jānūṇ ai bhāī
ho yār kī yārī mujhko yahāṇ talaq lāī
are khel tamāśhā mujhko mat samjho pyāroṅ
ho abhī to pardā uṭhne meṅ der hai yāroṅ
( tum dekhoge ) -2 us roz mujhe maiṅ apnī jān pe jis din khelā
rāmpur kā vāsī …
pyār-mohabbat meṅ vaise to ḍhīlā hūṇ
hāṇ lekin dil kā maiṅ bhī baṛā raṅgīlā hūṇ
are āṇkhoṅ-āṇkhoṅ hī meṅ dil pe lahrāūṇ
o in hoṅṭhoṅ kī lālī utār le jāūṇ
( kar dūṇ pāgal ) -2 ho koī gāṇv kī gorī yā koī śhahrī lailā
rāmpur kā vāsī …
sūṭ pahan kar tum dekho naqlī sapnā
ho merī dhotī-kurte pe sochkar hṇsnā
are khaddar kī chhāyā meṅ bhārat jāgā hai
is lāṭhī se aṅgrez ḍar ke bhāgā hai
ye aṅgrezī faiśhan-vaiśhan maiṅ kyā jānūṇ maiṅ hūṇ bhārat kā chhailā
rāmpur kā vāsī …