Raajoo kaa hai ek khvaab raajoo raajaa saahab

राजू का है एक ख़्वाब राजू राजा साहब्
Work
Year
Language

राजू का है एक ख़्वाब राजू राजा साहब
राजू का है एक …
राज है ना ताज है फिर भी मैं हूँ राजा साहब
राजू का है एक …

मेरे होंठों पे जो हैं दुख भरी कहानियाँ
मुझको इनसे प्यार है ये हैं मेरी रानियाँ
अरे ये हैं मेरी रानियाँ
मेरा भी नहीं जवाब
राजू का है एक …

मैं राहों में ही सही मैं मंज़िल पे ना सही
अच्छा माना ठीक है मेरे दिल पे ना सही
अरे मेरे दिल पे ना सही
मेरे ग़म पे है शबाब
राजू का है एक …

मेरी महफ़िल में सुनो अफ़साने हैं दर्द के
मजबूरी की मस्तियाँ पैमाने हैं दर्द के
अरे पैमाने हैं दर्द के
आँसुओं की है शराब
राजू का है एक …
जिनकी क़िस्मत में काँटे वो ख़्वाब न देखें कलियों के
कलियाँ महलों की रौनक और काँटे राही गलियों के
राजू का था एक ख़्वाब राजू राजा राजा साहब -2
राज था ना ताज था फिर भी मैं था राजा साहब
राजू का था एक …

rājū kā hai ek khvāb rājū rājā sāhab
rājū kā hai ek …
rāj hai nā tāj hai phir bhī maiṅ hūṇ rājā sāhab
rājū kā hai ek …

mere hoṅṭhoṅ pe jo haiṅ dukh bharī kahāniyāṇ
mujhko inse pyār hai ye haiṅ merī rāniyāṇ
are ye haiṅ merī rāniyāṇ
merā bhī nahīṅ javāb
rājū kā hai ek …

maiṅ rāhoṅ meṅ hī sahī maiṅ maṅzil pe nā sahī
achchhā mānā ṭhīk hai mere dil pe nā sahī
are mere dil pe nā sahī
mere ġham pe hai śhabāb
rājū kā hai ek …

merī mahafil meṅ suno afsāne haiṅ dard ke
majbūrī kī mastiyāṇ paimāne haiṅ dard ke
are paimāne haiṅ dard ke
āṇsuoṅ kī hai śharāb
rājū kā hai ek …
jinkī qismat meṅ kāṇṭe vo khvāb na dekheṅ kaliyoṅ ke
kaliyāṇ mahloṅ kī raunak aur kāṇṭe rāhī galiyoṅ ke
rājū kā thā ek khvāb rājū rājā rājā sāhab -2
rāj thā nā tāj thā phir bhī maiṅ thā rājā sāhab
rājū kā thā ek …