राजा को रानी से प्यार हो गया
राजा को रानी से प्यार हो गया पहली नज़र में पहला प्यार हो गया
दिल जिगर दोनों घायल हुए तीर-ए-नज़र दिल के पार हो गया
राजा को रानी से …
हो राहों से राहें बाहों से बाहें मिलके भी मिलती नहीं
हो होता है अक्सर अरमां की कलियां खिल के भी खिलती नहीं
ओ फिर भी न जाने क्यूं नहीं माने दीवाना दिल बेकरार हो गया
राजा को रानी से …
रानी को देखो नज़रें मिलीं तो आँखें चुराने लगी
हो करती भी क्या वो सर को झुका के कंगना घुमाने लगी
हो राजा ने ऐसा जादू चलाया न करते करते इकरार हो गया
राजा को रानी से …
rājā ko rānī se pyār ho gayā pahlī nazar meṅ pahlā pyār ho gayā
dil jigar donoṅ ghāyal hue tīr-e-nazar dil ke pār ho gayā
rājā ko rānī se …
ho rāhoṅ se rāheṅ bāhoṅ se bāheṅ milke bhī miltī nahīṅ
ho hotā hai aksar armāṅ kī kaliyāṅ khil ke bhī khiltī nahīṅ
o phir bhī na jāne kyūṅ nahīṅ māne dīvānā dil bekrār ho gayā
rājā ko rānī se …
rānī ko dekho nazreṅ milīṅ to āṇkheṅ churāne lagī
ho kartī bhī kyā vo sar ko jhukā ke kaṅgnā ghumāne lagī
ho rājā ne aisā jādū chalāyā na karte karte ikrār ho gayā
rājā ko rānī se …