आहा आहा हईया आहा आहा हईया
राजा चलो अकेले में
बज गया तबला तबेले में
फंस गई जान झमेले में
बज गया तबला …
हो आज सजन मिलने की मस्त घड़ी है
रात बड़ी छोटी बात बड़ी है
फूल सभी बिखरे हैं टूटी लड़ी है
हमको जहां मिलना वहां भैंस खड़ी है
ऐ राजा चलो …
झुमरी तलैया नैनीताल चलेंगें
शिमला चलेंगे या भोपाल चलेंगे
ऐसे भला बिरहा में काहे जलें हम
आओ कहीं चोरी से भाग चलें हम
फंस गई जान …
āhā āhā haīyā āhā āhā haīyā
rājā chalo akele meṅ
baj gayā tablā tabele meṅ
phaṅs gaī jān jhamele meṅ
baj gayā tablā …
ho āj sajan milne kī mast ghaṛī hai
rāt baṛī chhoṭī bāt baṛī hai
phūl sabhī bikhre haiṅ ṭūṭī laṛī hai
hamko jahāṅ milnā vahāṅ bhaiṅs khaṛī hai
ai rājā chalo …
jhumrī talaiyā nainītāl chaleṅgeṅ
śhimlā chaleṅge yā bhopāl chaleṅge
aise bhalā birhā meṅ kāhe jaleṅ ham
āo kahīṅ chorī se bhāg chaleṅ ham
phaṅs gaī jān …