राहों में छाईं इतनी रंगीनियां
राहों में छाईं इतनी रंगीनियां
देखूं जिधर भी हैं नज़ारे जवां
हरपल ज़िंदगी में इक नई बात है
हां मुझको इक नशा सा जैसे दिन रात है
जानम अगर हैं ये नज़ारे जवां
छाईं अगर हैं इतनी रंगीनियां
ये ना भूल जाना कोई साथ है
हाथों में तुम्हारे कोई हाथ है
राहों में छाईं …
आऊ हर कदम पर हर घड़ी है नया इक समां
आज क्यूं ये सोचना कल था बीता कहां
कल ही तो मिले थे हम तुमसे
ना भूलना ये दास्तां
हे थमता नहीं है दिल का ये कारवां
मेरी नज़र है अब यहां अब वहां
ये ना भूल जाना …
बढ़ गईं बेताबियां बढ़ गईं धड़कनें
वो जो कल इक ख़्वाब थे कल मिलेंगे हमें
कल पाएगा दिल अपनी मंज़िल
झूमेंगे ज़मीं आसमां
राहों में छाईं …
सैयो स न न हे हे हे हे हे हे
rāhoṅ meṅ chhāīṅ itnī raṅgīniyāṅ
dekhūṅ jidhar bhī haiṅ nazāre javāṅ
harpal ziṅdgī meṅ ik naī bāt hai
hāṅ mujhko ik naśhā sā jaise din rāt hai
jānam agar haiṅ ye nazāre javāṅ
chhāīṅ agar haiṅ itnī raṅgīniyāṅ
ye nā bhūl jānā koī sāth hai
hāthoṅ meṅ tumhāre koī hāth hai
rāhoṅ meṅ chhāīṅ …
āū har kadam par har ghaṛī hai nayā ik samāṅ
āj kyūṅ ye sochnā kal thā bītā kahāṅ
kal hī to mile the ham tumse
nā bhūlnā ye dāstāṅ
he thamtā nahīṅ hai dil kā ye kārvāṅ
merī nazar hai ab yahāṅ ab vahāṅ
ye nā bhūl jānā …
baṛh gaīṅ betābiyāṅ baṛh gaīṅ dhaṛakneṅ
vo jo kal ik khvāb the kal mileṅge hameṅ
kal pāegā dil apnī maṅzil
jhūmeṅge zamīṅ āsmāṅ
rāhoṅ meṅ chhāīṅ …
saiyo sa na na he he he he he he