Raahee too mat ruk jaanaa, toofaan se mat ghabraanaa

राही तू मत रुक जाना, तूफ़ां से मत घबराना
Year
Language

राही तू मत रुक जाना, तूफ़ां से मत घबराना
कभी तो मिलेगी तेरी मंज़िल
कहीं दूर गगन की छाओं में

माना कि गहरी है धारा
पर है कहीं तो किनारा
तू भी मिला आशा के सुर में
मन का ये एकतारा
कभी तो मिलेगी तेरी मंज़िल
कहीं दूर गगन की छाओं में

सबका है ऊपरवाला
सबको उसी ने सम्भाला
जब भी घिरे ग़म का अंधेरा
उसने किया उजियाला
कभी तो मिलेगी तेरी मंज़िल
कहीं दूर गगन की छाओं में

राही तू मत रुक जाना, तूफ़ां से मत घबराना
कभी तो मिलेगी तेरी मंज़िल
कहीं दूर गगन की छाओं में
कहीं दूर कहीं दूर कहीं दूर कहीं दूर्

rāhī tū mat ruk jānā, tūfāṅ se mat ghabrānā
kabhī to milegī terī maṅzil
kahīṅ dūr gagan kī chhāoṅ meṅ

mānā ki gahrī hai dhārā
par hai kahīṅ to kinārā
tū bhī milā āśhā ke sur meṅ
man kā ye ektārā
kabhī to milegī terī maṅzil
kahīṅ dūr gagan kī chhāoṅ meṅ

sabkā hai ūparvālā
sabko usī ne sambhālā
jab bhī ghire ġham kā aṅdherā
usne kiyā ujiyālā
kabhī to milegī terī maṅzil
kahīṅ dūr gagan kī chhāoṅ meṅ

rāhī tū mat ruk jānā, tūfāṅ se mat ghabrānā
kabhī to milegī terī maṅzil
kahīṅ dūr gagan kī chhāoṅ meṅ
kahīṅ dūr kahīṅ dūr kahīṅ dūr kahīṅ dūr