राह के तालिब हैं ... अपनी भी क्या ज़िन्दगी है निराली
राह के तालिब हैं पर बेराह पड़ते हैं क़दम
देखिए क्या ढूँढते हैं और क्या पाते हैं हम
अपनी भी क्या ज़िन्दगी है निराली
जहाँ गए ठुकराए गए जैसे बोतल खाली
रंगीन वो ज़माना था सपना वो क्या सुहाना था
तब सुबह-ओ-शाम ख़ुशियों के जाम हर साँस एक तराना था
अब तो बस हर घड़ी दुख भरी बेबसी
आस की हर किरण अश्क़ बन बह गई
अपनी भी क्या ज़िन्दगी …
क्या नींद किसको सोना है अब सारी रात रोना है
दुखड़े बिछा के सब कुछ भूल के बस एक बार सोना है
ज़िन्दगी-ज़िन्दगी ओ मेरी लाड़ली
आ गले मिल है शायद ये रात आख़री
अपनी भी क्या ज़िन्दगी …
rāh ke tālib haiṅ par berāh paṛte haiṅ qadam
dekhie kyā ḍhūṇḍhte haiṅ aur kyā pāte haiṅ ham
apnī bhī kyā zindgī hai nirālī
jahāṇ gae ṭhukrāe gae jaise botal khālī
raṅgīn vo zamānā thā sapnā vo kyā suhānā thā
tab subah-o-śhām khuśhiyoṅ ke jām har sāṇs ek tarānā thā
ab to bas har ghaṛī dukh bharī bebsī
ās kī har kiraṇ aśhq ban bah gaī
apnī bhī kyā zindgī …
kyā nīṅd kisko sonā hai ab sārī rāt ronā hai
dukhaṛe bichhā ke sab kuchh bhūl ke bas ek bār sonā hai
zindgī-zindgī o merī lāṛlī
ā gale mil hai śhāyad ye rāt ākhrī
apnī bhī kyā zindgī …