Raah banee khud manjil, peechhe rah gaee mushkil

राह बनी खुद मंजिल, पीछे रह गई मुश्किल
Work
Year
Language

राह बनी खुद मंज़िल
पीछे रह गयी मुश्किल, साथ जो आये तुम

देखो फूल बन के सारी धरती खिल पड़ी
गुज़रे आरजू के रास्तों से जिस घड़ी, जिस्म चुराये तुम

झरना कह रहा है, मेरे दिल की दास्तान
मेरी प्यास लेकर छा रही हैं मस्तियाँ, जीन में नहाये तुम

पंछी उड़ गये सब गा के नग्मा यार का
लेकिन दिल ने ऐसा जाल फेंका प्यार का, उड़ने ना पाये तुम

rāh banī khud maṅzil
pīchhe rah gayī muśhkil, sāth jo āye tum

dekho phūl ban ke sārī dhartī khil paṛī
guzre ārjū ke rāstoṅ se jis ghaṛī, jism churāye tum

jharnā kah rahā hai, mere dil kī dāstān
merī pyās lekar chhā rahī haiṅ mastiyāṇ, jīn meṅ nahāye tum

paṅchhī uṛ gaye sab gā ke nagmā yār kā
lekin dil ne aisā jāl pheṅkā pyār kā, uṛne nā pāye tum