Raadhe raanee de daaro naa bansree moree re

राधे रानी दे डारो ना बंसरी मोरी रे
Year
Language

राधे रानी दे डारो ना -2
बंसरी मोरी रे
राधे रानी दे डारो ना
बंसरी मोरी रे राम
राधे रानी दे डारो ना
बंसरी मोरी रे
राधे रानी दे डारो ना
बंसरी मोरी

( काहे से बजाऊँ राधे
काहे से मैं गाऊँ रे ) -3
काहे से मैं लावूँ गैंयाँ -2
( हाँ रे
काहे से मैं लावूँ गैंयाँ ) -2
तेरी रे

राधे रानी दे डारो ना -2
बंसरी मोरी

( मुख से बजावो ताना
कंठ से गावो रे ) -3
लठिया से लावो गैंयाँ -2
हाँ रे
लठिया से लावो गैंयाँ
मेरी रे

राधे रानी दे डारो ना -2
बंसरी मोरी

या बंसी में मोरे प्रान बसत हैं -2
वाही बंसी रे गई
हाँ रे
वाही बंसी रे गई -2
चोरी रे

राधे रानी दे डारो ना
राधे प्यारी दे डारो ना
बंसरी मोरी रे
राधे रानी दे डारो ना
बंसरी मोरी

rādhe rānī de ḍāro nā -2
baṅsrī morī re
rādhe rānī de ḍāro nā
baṅsrī morī re rām
rādhe rānī de ḍāro nā
baṅsrī morī re
rādhe rānī de ḍāro nā
baṅsrī morī

( kāhe se bajāūṇ rādhe
kāhe se maiṅ gāūṇ re ) -3
kāhe se maiṅ lāvūṇ gaiṅyāṇ -2
( hāṇ re
kāhe se maiṅ lāvūṇ gaiṅyāṇ ) -2
terī re

rādhe rānī de ḍāro nā -2
baṅsrī morī

( mukh se bajāvo tānā
kaṅṭh se gāvo re ) -3
laṭhiyā se lāvo gaiṅyāṇ -2
hāṇ re
laṭhiyā se lāvo gaiṅyāṇ
merī re

rādhe rānī de ḍāro nā -2
baṅsrī morī

yā baṅsī meṅ more prān basat haiṅ -2
vāhī baṅsī re gaī
hāṇ re
vāhī baṅsī re gaī -2
chorī re

rādhe rānī de ḍāro nā
rādhe pyārī de ḍāro nā
baṅsrī morī re
rādhe rānī de ḍāro nā
baṅsrī morī