Title (Indic)ये धरती चाँद सितारे ... तू जब जब मुझको पुकारे WorkQurbaan Year1991 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Udit Narayan Performer Anuradha Paudwal Writer Sameer LyricsHindiये धरती चाँद सितारे ये नदिया पवन घटा रे मिट जाएगा सारा जहां ये बस प्यार रहेगा यहां पे तू जब जब मुझको पुकारे मैं दौड़ी आऊं नदिया किनारे हर पल तेरा रस्ता निहारे दिल लागे नहीं तेरे बिना रे मुझे सीने से लगा ले मुझे आँखों में बसा ले मेरे भोले साथिया तुझे दिल दे दिया मेरा दिल ले लिया देखो सुनहरी धूप ये ढलने लगी मुंडेर से कब से खड़ा हूँ मैं यहां आई तू कितनी देर से छुपके छुपके आ गई तेरी यही अदा सनम पागल मुझे बना गई मुझे बाहों में उठा ले मुझे सीने में छुपा ले मेरे भोले साथिया … देखूं तुझे तो दिन ढले देखूं तुझे तो रात हो मुझको भी चैन आए ना जब तक न तुझसे बात हो मिल के भी क्यों लगे मुझे दिल में मिलन की प्यास है जाऊं मैं तुझसे दुर क्यों ऐसा लगे तू पास है पास मुझको बिठा ले सारी दूरियां मिटा ले मेरे भोले साथिया … कैसे जियेंगे साजना आँखों से दूर जाके हम मरके इसे निभायेंगे ली है जो प्यार में कसम सारे जहां को भूल के एक दूजे में समा गए होंगे जुदा न हम कभी इतने करीब आ गए मेरा सपना सजा ले मुझे अपना बना ले मेरे भोले साथिया … Englishye dhartī chāṇd sitāre ye nadiyā pavan ghaṭā re miṭ jāegā sārā jahāṅ ye bas pyār rahegā yahāṅ pe tū jab jab mujhko pukāre maiṅ dauṛī āūṅ nadiyā kināre har pal terā rastā nihāre dil lāge nahīṅ tere binā re mujhe sīne se lagā le mujhe āṇkhoṅ meṅ basā le mere bhole sāthiyā tujhe dil de diyā merā dil le liyā dekho sunahrī dhūp ye ḍhalne lagī muṅḍer se kab se khaṛā hūṇ maiṅ yahāṅ āī tū kitnī der se chhupke chhupke ā gaī terī yahī adā sanam pāgal mujhe banā gaī mujhe bāhoṅ meṅ uṭhā le mujhe sīne meṅ chhupā le mere bhole sāthiyā … dekhūṅ tujhe to din ḍhale dekhūṅ tujhe to rāt ho mujhko bhī chain āe nā jab tak na tujhse bāt ho mil ke bhī kyoṅ lage mujhe dil meṅ milan kī pyās hai jāūṅ maiṅ tujhse dur kyoṅ aisā lage tū pās hai pās mujhko biṭhā le sārī dūriyāṅ miṭā le mere bhole sāthiyā … kaise jiyeṅge sājnā āṇkhoṅ se dūr jāke ham marke ise nibhāyeṅge lī hai jo pyār meṅ kasam sāre jahāṅ ko bhūl ke ek dūje meṅ samā gae hoṅge judā na ham kabhī itne karīb ā gae merā sapnā sajā le mujhe apnā banā le mere bhole sāthiyā …