क़िस्मत के लिखे को मिटा न सके
र: ( क़िस्मत के लिखे को मिटा न सके
हम उनको अपना बना न सके ) -2
वो आ न सके हम जा न सके
और ज़ख़्म-ए-जिगर भी दिखा न सके
जो राज छुपा है सीने में
उसको भी हाय सुना न सके
क़िस्मत के लिखे को मिटा न सके
हम उनको अपना बना न सके
सु: ( हम क़ैद में थे मजबूर हुये
नज़दीक भी रह कर दूर हुये ) -2
दिल के शीशे चूर हुये
ये बात किसी को बता न सके
र: ( जब दर्द जिगर में होता है
सु: ए
दिल चुपके-चुपके रोता है ) -2
र: आँसू तो बहे पानी बन कर
सु: पर दिल की आग बुझा न सके
र: ( जो वार हुये भरपूर हुये
सु: जो दाग़ पड़े नासूर हुये ) -2
हम भूलने पर मजबूर हुये -2
र: हम याद तुम्हारी भुला न सके
क़िस्मत के लिखे को मिटा न सके
हम उनको अपना बना न सके
ra: ( qismat ke likhe ko miṭā na sake
ham unko apnā banā na sake ) -2
vo ā na sake ham jā na sake
aur zakhm-e-jigar bhī dikhā na sake
jo rāj chhupā hai sīne meṅ
usko bhī hāy sunā na sake
qismat ke likhe ko miṭā na sake
ham unko apnā banā na sake
su: ( ham qaid meṅ the majbūr huye
nazdīk bhī rah kar dūr huye ) -2
dil ke śhīśhe chūr huye
ye bāt kisī ko batā na sake
ra: ( jab dard jigar meṅ hotā hai
su: e
dil chupke-chupke rotā hai ) -2
ra: āṇsū to bahe pānī ban kar
su: par dil kī āg bujhā na sake
ra: ( jo vār huye bharpūr huye
su: jo dāġh paṛe nāsūr huye ) -2
ham bhūlne par majbūr huye -2
ra: ham yād tumhārī bhulā na sake
qismat ke likhe ko miṭā na sake
ham unko apnā banā na sake