Title (Indic)काँटों से छेड़ते हैं मेरे जिगर के छाले WorkQeemat Year1946 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Ameerbai Writer Majrooh Sultanpuri Writer Khumar Barabankvi LyricsHindiकाँटों से छेड़ते हैं मेरे जिगर के छाले मेरे जिगर के छाले काँटों से छेड़ते हैं मेरे जिगर के छाले मेरे जिगर के छाले निर्धन से खेलते हैं ऊँचे मकान वाले निर्धन से खेलते हैं ऊँचे मकान वाले दुनिया तो जा रही है अपनी बारात लेकर दुनिया तो जा रही है अपनी बारात लेकर कोई कुचल गया है ये कौन देखे-भाले कोई कुचल गया है ये कौन देखे-भाले काँटों से छेड़ते हैं मेरे जिगर के छाले शायद के बेकसों का भगवान भी नहीं है शायद के बेकसों का भगवान भी नहीं है मजबूर हम हैं जिस का जी चाहे वो सता ले मजबूर हम हैं जिस का जी चाहे वो सता ले काँटों से छेड़ते हैं मेरे जिगर के छाले Englishkāṇṭoṅ se chheṛte haiṅ mere jigar ke chhāle mere jigar ke chhāle kāṇṭoṅ se chheṛte haiṅ mere jigar ke chhāle mere jigar ke chhāle nirdhan se khelte haiṅ ūṇche makān vāle nirdhan se khelte haiṅ ūṇche makān vāle duniyā to jā rahī hai apnī bārāt lekar duniyā to jā rahī hai apnī bārāt lekar koī kuchal gayā hai ye kaun dekhe-bhāle koī kuchal gayā hai ye kaun dekhe-bhāle kāṇṭoṅ se chheṛte haiṅ mere jigar ke chhāle śhāyad ke beksoṅ kā bhagvān bhī nahīṅ hai śhāyad ke beksoṅ kā bhagvān bhī nahīṅ hai majbūr ham haiṅ jis kā jī chāhe vo satā le majbūr ham haiṅ jis kā jī chāhe vo satā le kāṇṭoṅ se chheṛte haiṅ mere jigar ke chhāle