Qayaamat qayaamat hoon main ... tujhe apnaa banaanaa thaa

क़यामत क़यामत हूँ मैं ... तुझे अपना बनाना था
Year
Language

हमें तो पहली नज़र में तुमसे प्यार हो गया था
मुझे भी तो तुम दोनों से पहली नज़र में प्यार हो गया था
I said what gorgeous sexy men
साथ में गुण्डे
मगर ख़्वाब बड़े-बड़े
क़यामत क़यामत क़यामत हा हा हा हा

को: क़यामत हूँ मैं -4

हे: तुझे अपना बनाना था मुलाक़ात एक बहाना था -2
मुझे तो दिल चुराना था मुलाक़ात एक बहाना था
को: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत हूँ मैं -2
हे: तुझे अपना बनाना था मुलाक़ात एक बहाना था

मैं ना कई रातों से सोई हूँ
तेरे ही ख़यालों में खोई हूँ
सो: मैने इसे छू के भी देखा है
तेरा ये बदन है के शीशा है
हे: सनम जादू चलाना था मुलाक़ात एक बहाना था
सो: मुझे तो दिल चुराना था हो मुलाक़ात एक बहाना था
को: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत हूँ मैं
सो: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत है तू

को: क़यामत हूँ मैं -4

सो: तेरी गोरी बाँहों में जीना है
मुझे तेरी आँखों से पीना है
हे: ये जो मेरे होंठों की लाली है
तेरे लिये मैने सम्भाली है
सो: तुझे पागल बनाना था हो मुलाक़ात एक बहाना था हा
हे: मुझे तो दिल चुराना था मुलाक़ात एक बहाना था
सो: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत है तू
को: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत हूँ मैं
सो: तुझे अपना बनाना था मुलाक़ात एक बहाना था
हे: मुझे तो दिल चुराना था हो मुलाक़ात एक बहाना था
सो: ( क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत है तू
हे: क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत क़यामत हूँ मैं ) -2

hameṅ to pahlī nazar meṅ tumse pyār ho gayā thā
mujhe bhī to tum donoṅ se pahlī nazar meṅ pyār ho gayā thā
I said what gorgeous sexy men
sāth meṅ guṇḍe
magar khvāb baṛe-baṛe
qayāmat qayāmat qayāmat hā hā hā hā

ko: qayāmat hūṇ maiṅ -4

he: tujhe apnā banānā thā mulāqāt ek bahānā thā -2
mujhe to dil churānā thā mulāqāt ek bahānā thā
ko: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hūṇ maiṅ -2
he: tujhe apnā banānā thā mulāqāt ek bahānā thā

maiṅ nā kaī rātoṅ se soī hūṇ
tere hī khayāloṅ meṅ khoī hūṇ
so: maine ise chhū ke bhī dekhā hai
terā ye badan hai ke śhīśhā hai
he: sanam jādū chalānā thā mulāqāt ek bahānā thā
so: mujhe to dil churānā thā ho mulāqāt ek bahānā thā
ko: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hūṇ maiṅ
so: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hai tū

ko: qayāmat hūṇ maiṅ -4

so: terī gorī bāṇhoṅ meṅ jīnā hai
mujhe terī āṇkhoṅ se pīnā hai
he: ye jo mere hoṅṭhoṅ kī lālī hai
tere liye maine sambhālī hai
so: tujhe pāgal banānā thā ho mulāqāt ek bahānā thā hā
he: mujhe to dil churānā thā mulāqāt ek bahānā thā
so: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hai tū
ko: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hūṇ maiṅ
so: tujhe apnā banānā thā mulāqāt ek bahānā thā
he: mujhe to dil churānā thā ho mulāqāt ek bahānā thā
so: ( qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hai tū
he: qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat qayāmat hūṇ maiṅ ) -2