क़रार खोया मुहब्बत में ... के जान चली जाए जिया नहीं जाए
र: क़रार खोया मुहब्बत में इस ज़माने ने
ये बात सच ही कही है किसी दीवाने ने
के जान चली जाए जिया नहीं जाए
जिया जाए तो फिर जिया नहीं जाए
ल: ये इल्ज़ाम सर पे लिया नहीं जाए
लिया जाए तो फिर जिया नहीं जाए
र: ज़माने में नहीं दीवाना हम सा
दीवाना नहीं ये ज़माना हम सा
ये क्या जाने ये क्या समझे ये बातें प्यार की
ल: के प्यार हर किसी से किया नहीं जाए
किया जाए तो फिर जिया नहीं जाए
न आई कभी नींद न आया है क़रार
हमारी तौबा हम नहीं करेंगे प्यार
बस लाओ दिल हमारा हमको दे दो ओ सनम
र: ये दिल ले के वापस दिया नहीं जाए
दिया जाए तो फिर जिया नहीं जाए
चुरा के नज़रें न देखो तुम ये फूल
सुनो ये बेरुख़ी हमें नहीं क़ुबूल
या हम भले जाएँ या कह दो ये बहार चली जाए
ल: बहार चली जाए पिया नहीं जाए
पिया जाए तो फिर जिया नहीं जाए
के जान चली जाए …
ra: qarār khoyā muhabbat meṅ is zamāne ne
ye bāt sach hī kahī hai kisī dīvāne ne
ke jān chalī jāe jiyā nahīṅ jāe
jiyā jāe to phir jiyā nahīṅ jāe
la: ye ilzām sar pe liyā nahīṅ jāe
liyā jāe to phir jiyā nahīṅ jāe
ra: zamāne meṅ nahīṅ dīvānā ham sā
dīvānā nahīṅ ye zamānā ham sā
ye kyā jāne ye kyā samjhe ye bāteṅ pyār kī
la: ke pyār har kisī se kiyā nahīṅ jāe
kiyā jāe to phir jiyā nahīṅ jāe
na āī kabhī nīṅd na āyā hai qarār
hamārī taubā ham nahīṅ kareṅge pyār
bas lāo dil hamārā hamko de do o sanam
ra: ye dil le ke vāpas diyā nahīṅ jāe
diyā jāe to phir jiyā nahīṅ jāe
churā ke nazreṅ na dekho tum ye phūl
suno ye berukhī hameṅ nahīṅ qubūl
yā ham bhale jāeṇ yā kah do ye bahār chalī jāe
la: bahār chalī jāe piyā nahīṅ jāe
piyā jāe to phir jiyā nahīṅ jāe
ke jān chalī jāe …