प्यासे पंछी नील गगन में ( गीत मिलन के गाएँ
प्यासे पंछी नील गगन में ( गीत मिलन के गाएँ ) -2
इस मेले में हम हैं अकेले साथी किसे बनाएँ
गीत मिलन के गाएँ
प्यासे पंछी …
ओ मतवाले राही तुझको मंज़िल कहाँ बुलाए
किसको ख़बर है इन राहों में कौन कहाँ मिल जाए
जैसे सागर की दो लहरें चुपके से मिल जाएँ
गीत मिलन के गाएँ
प्यासे पंछी …
छुपी हैं आहें किस प्रेमी की बादल की आहों में
बिखरी हुई है ख़ुश्बू कैसी अलबेली राहों में
किसकी ज़ुल्फ़ें छू कर आईं महकी हुई ये हवाएँ
गीत मिलन के गाएँ
प्यासे पंछी …
pyāse paṅchhī nīl gagan meṅ ( gīt milan ke gāeṇ ) -2
is mele meṅ ham haiṅ akele sāthī kise banāeṇ
gīt milan ke gāeṇ
pyāse paṅchhī …
o matvāle rāhī tujhko maṅzil kahāṇ bulāe
kisko khabar hai in rāhoṅ meṅ kaun kahāṇ mil jāe
jaise sāgar kī do lahreṅ chupke se mil jāeṇ
gīt milan ke gāeṇ
pyāse paṅchhī …
chhupī haiṅ āheṅ kis premī kī bādal kī āhoṅ meṅ
bikhrī huī hai khuśhbū kaisī albelī rāhoṅ meṅ
kiskī zulfeṅ chhū kar āīṅ mahkī huī ye havāeṇ
gīt milan ke gāeṇ
pyāse paṅchhī …