Title (Indic)मिलते मिलते सनम आज अपनी कसम् WorkPyaasa Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nikhil Vinay Performer Udit Narayan Writer Faaiz Anwar LyricsHindiमिलते मिलते सनम आज अपनी कसम बेखुदी बढ़ गई हो गए होश कम इस मुलाकात में बात ही बात में मुस्कुरा के मुझे तूने देखा कि बस दिल ये खोने लगा प्यार होने लगा मिलते मिलते सनम … दिल मचलने की आदत नहीं थी जब किसी से मुहब्बत नहीं थी दिल की धड़कन कहे पास आजा ज़रा तुझको देखा बहुत फिर भी दिल ना भरा पास आजा सनम हो मिलते मिलते सनम … कौन इतनी मोहब्बत करेगा इस तरह कौन तुमपे मरेगा दिल ही क्या जान भी अब लुटाएँगे हम होता है प्यार क्या ये बताएँगे हम हो मिलते मिलते सनम … Englishmilte milte sanam āj apnī kasam bekhudī baṛh gaī ho gae hośh kam is mulākāt meṅ bāt hī bāt meṅ muskurā ke mujhe tūne dekhā ki bas dil ye khone lagā pyār hone lagā milte milte sanam … dil machalne kī ādat nahīṅ thī jab kisī se muhabbat nahīṅ thī dil kī dhaṛkan kahe pās ājā zarā tujhko dekhā bahut phir bhī dil nā bharā pās ājā sanam ho milte milte sanam … kaun itnī mohabbat karegā is tarah kaun tumpe maregā dil hī kyā jān bhī ab luṭāeṇge ham hotā hai pyār kyā ye batāeṇge ham ho milte milte sanam …